Patiala Pags Ka Kamaal

Naman: Yaar chaman mein Taj Mahal khareedney ki soch raha hoon….

Chaman: Bata kitne mein deal final karein mein bhi bechne ki soch raha hoon

by Pak101.com (few years ago!) / 955 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ek baar ek Totaa

Ek baar ek Totaa (Bole to Parrot) Ud raha tha full speed par.

Uske saamne achanak full speed mein ek Ferrari aa rahi thi, dono ki takkar hui…

Totaa behosh hoga ya, raste mein ek bhikari tha usne Totaa ko uthaya aur ghar le gaya.

Usko marham lagaya aur pinjare mein rakh diya.

Jab Totaa ko hosh aaya, usne apne aap ko pinjare mein dekha.

Aur bola, “Aalia … JAIL …. Woh Ferrari ka driver mar gaya kya ??

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Boht Serious Tha

Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata

by Pak101.com (few years ago!)
Meri biwi

GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi
beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladko Ke Fandaa

Ladko Ke Fandaa:
Uss Se Bichad Jane Ke Baad

Main To Marne Hi Wala Tha
Ki… Achanak Yaad Aaya,
Abbey Uski Saheli Ne Bhi To Apna Number Diya Tha
Tab Jaan Mein Jaan Aayi.

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki BIWI ne Pathan ko

Pathan ki BIWI ne Pathan ko SMS kiya:

“Ghar kb aa rahe hoo..?
Msg ker k batao…!!”

Pathan ne SMS me likha:

“Ni bata sakta balance kam he..”

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Badam Pistey

Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...


Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota. -

by Mohammad Ali (few years ago!)
pathan

Pathan ka Shak
1 pathan jab b nahanay jata to darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche se mujhe koi dekhta hai”…….

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Husband: Sir, meri wife gumm ho gayi hai

Husband: Sir, meri wife gumm ho gayi hai.

Postmaster: Bhai yeh postoffice hai. Ja ke policestation mein complaint likhao.

Husband: Kya karun…, khushi ke mare kuch samaj hi nahi aa raha…

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan

Pathan ko 1 Lawaris bandar Mila.
Wo Ussay Police Station le gaya Inspector ne kaha Issay Zoo le jao
Agly roz Inspector ne Pathan ko Bandar
k saath Bus Stop per deekha.
Inspector:
Issy Zoo nahi le kar gy?
Pathan:
Kal gaye thy khob ghoome Bara Maza aya
aaj Minar-e-Pakistan ja rahy hain.
HAHAHAHA

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Techar-Kisi Teen Indian Khano Ke Naam Batao

Techar-Kisi Teen Indian Khano Ke Naam Batao
GOLU-Ji,Mai Batau
Techar-Ha,batao
GOLU-SAHRUKH KHAN,SALMAN KHAN,AAMIR KHAN

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Wife: khane main kya banau?

Dhokha Nahin De Sakte

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

Bania’s son

Girl's Wish For Life Partner

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Boy and girl of class 2

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook