Bhikari-: Aapke PAdosi Ne Mujhe
Bhikari-: Aapke PAdosi Ne Mujhe Pet Bharke KhAnA KhilaYa He.!
Aap Bhi Kuch Khilao?
Santa:Yeh Lo HAjmola.
by Pak101.com (few years ago!) / 983 views
Similar Jokes
Baap, Bete Se Tum Barey Ho K Kya Bano Ge
Beta! Abu Me Jangi Jahaz Ka Poilet Banu Ga
Baap, Lekin Hame Kaise Pata Chaley Ga K Tum Kon Sa Jahaz Urah Rahey Ho
Beta! Abu Jab Me Apne Gaon Ke Uper Se Guzrun Ga To Bomb Giraa Dun Ga, Aap Foran Samj Jaiye Ga Ke Ye Hamara Beta Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Court Me faisla howa
90%Pathan bewakoof hote hain
Is pr Pathano ne kafi shor Machaya
Phir faisla howa
10%Pathan bewakoof nhi hote
Tb ja kr Mamla thanda howa.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larka :me ap ki beti k hath mangne aya hun
larki ka baap :kiun?
Larka:mereg hath us ko message kar kar k thak gae hain
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan 3 saal sy ALLAH se Ro Ro k OLAD
k liy Dua mangta raha
1 din pathan k pas frshta aya aur bola
“khan Tuh Khuda ka wasta hy pehly SHADI to kr ly…..!!”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Do Sharabi Sadak Pe Ja Rahe The Ki Achanak Unhe Aayna Mila
1st Sharabi-Ye Photo Kiski Hai
2nd-Abe Gadhe Itna B Nahi pata Ye Photo To Meri Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ye Keh Kar Mere Dushman Bhi Mujhe Mere Haal Pe Chhod Gaye Ki Aye Fursat,
Teri Girlfriend Hi Kafi Hai, Tujhe Satane Ke Liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- mera ghar itna bada hai ki andar local train chalti hai
Banta- mera ghar to itna bada hai ki kone me chale jao to roaming lagti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar orders pizza.
Waiter: Sir shud i cut it into 4 pieces or into 8 pieces?
Sardar: 4 hi karde 8 khaye nahi jayenge
by tanveer hussain (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin:
Aaj Reema overload ho kr gai!!
Saima k neechay aa k aik banda halaak!!
Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!!
Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!!
Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!!
Nirma chalte chalte band ho gai!!
Khushbu ki body change karne ka faisla!!
Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to
achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi
chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa
gya.... :-
by Tanveer Hussain (few years ago!)