Rajiv Gandhi narak me baitha
Rajiv Gandhi narak me baitha tha achanak hans diya.....!
.
.
Indira gandhi- Kyo hase?
.
.
Rajiv- Sonia se shaadi maine ki..
.
Par BHUGAT MANMOHAN SINGH RHA HAI..
by Pak101.com (few years ago!) / 1108 views
Similar Jokes
Ek adami santa se 1 Kg laddu lene aata hai
Adam: Isme to chinti hai
Santa: Aap naaraj na ho, aapko laddo pure 1 Kg dunga, chinti jitana weight extra de dunga
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: UncLe
Mai 1 Ladki Se
PYaR KaRTa Hu.
.
UnCLe: To
UsKe BaaP Ko CoFFee PiLaNe LeJa AuR SHaDi Ki BaaT KaR,
.
.
.
.
. .
.
.
BOY: UnCLe, CHaLiYe CoFFee PiTe
hai.
by Numan Malik (few years ago!)
Santa: Agar Bhagwan tumhe 1 wish de or Paise or akl me 1 leno ho to tu kya le.
Banta: Isme puchhna kya hai me Akl lunga
Santa: Achha jiske pass jo cheej nahi ho wohi lena chahiye
by Pak101.com (few years ago!)
Docter:1 ghanta pehlay le ate to hum in ko bacha lete
admi:1 ghanta pehlay humen khawab aya tha accident howe 15 min nai howe.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardi Me Raat
3.Bajay Pani Mai
Baraf Daal Kay Naha Liya Jaey To
Rang Gora Ho Jata He
Or
Sab Kehte Hain
Kia Norani Chehra Hy
MARHOOM Ka
by Mazhar Khan (few years ago!)
In Sardiyon Main Romance Acha Nahi FARAZ...
.
.
.
.
.
.
Geezar(Geyser) Tera Kharab Hai Kuch To Khayal Kar...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jindagi muskilo aur toofano se bhari hai
Agar thokar khayiye to himmat mat hariye
Phir se khAde ho jaeye aur…
Jor se chillake puchiye
-
-
-
-
-
Dhakka kisne mara???
by A. Sami (few years ago!)
Train me 1 ladke ne T.T.E. Se kaha
.
"Mujhe subah 4 baje patiala utha
dijiye ga, main na jagu to jabardasti utar dijiyega,
Muje subah interview dena hai."
Subah 8 baje ladka jaga to patiala nikal gaya tha...!
Ladka TTE ko maa bahen ki
galiyan dene lga..!
Logo ne TTE se kaha ke wo apko
galiyan de raha hai aur appchup-
chap sun rahe hai.!!
.
TTE :- Main ye soch raha hun ki,
.
Subah jisko maine Zabardasti utar diya hai Woh kitni galiyan de raha hoga..:p
by Pak101.com (few years ago!)
1 ladka ne 1 ladki ko kamal ka phool diya to ladki ne jordar tamacha mari.
Ladka: kyun mari main to BJP ka parchar kar raha tha.
Ladki: aur main CONGRESS ka.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:mujhe 4 bje jaga dena
Naukar:lakin mujhe time dekhna nai ata
Pathan:tum jagah dena time me khud dekh lon ga
by Sabir shah (few years ago!)