Santa was writing something very
Santa was writing something very slowly.
Banta asked: "Why are you writing so slowly?"
Santa: "I'm writing to my 6 yr old son, he can't read very fast."
by Pak101.com (few years ago!) / 966 views
Similar Jokes
Maalik Makaan: OK, mein tumko kiraya dene ke liye
aur 3 din ki mohlat deta hun.
Funny Sardar Ji: Theek hai ji, mein Diwali Holi aur
Chrismas ke 3 din select karta hoon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mr Funny apni khoobsurat bivi k saath car mein baith ke honeymoon pe ja raha tha.
Driver ne sheesha set kiya.
Mr Funny gusse mein bola, meri bivi ko dekhkta hai, piche baith, car mein chalaoonga!
by Pak101.com (few years ago!)
Snta- pant ki silai kitni h?
Tailor-150 rs.
Snta- Aur nikkar ki?
Talor -50 rs.
Santa- Chal nikkar hi sil de or lambai pairon tak rakhiyo..gm
by Pak101.com (few years ago!)
Woman: I was in a very generous mood today,I gave a poor beggar $25
Friend: Thats a lot of money to give away,What did your husband say?
Woman: Shukriya (Thank you)
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch log itne
Itne
Itne
Itne
Itne
"Perfect" hote hain k un k liye
Tareef k alfaz kam par jate hain
for Example
"Aap"
.
.
.
Mujhe hi dekh lain!! ;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sonu AXE-EFFECT DEO Laga K Nikla
Uske Pichhe BUDHIYA Padh Gayi
Sonu Ne Company Se Shikayat Ki
Waha Se Reply Aya- Sir Apne Expired Deo Lagaya
Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FAKEER: ary baba kuch dy do bohat bhooka hu,
SARDAR: 100 rupya dikhaty huy bola 50 rupy hn tmary paas??? faqeer kush ho kar g hein.
SARDAR: ty ja fir roti khaa ly:p
by sarmad abbas (few years ago!)
Sardar: Maths mein fail q hua?
Son: kabhi teacher bolti ha 3+5 = 8 Agle din bolti ha 4+4=8
phir bolti ha 6+2=8
usay khud ko confirm nahi to mujhe kya sikhae gi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dost :tum har station pe utar k agle station ka ticket kiun lete ho?
Pathan:docter ne lamba safar karne se manh kia hai
by Sabir shah (few years ago!)
‘*KANWARA GHAZAL *
Ay Sard Sard Raat Mujhe “Bivi” Chahiye
Karni Hy Dil Ki Baat Mujhe “Bivi” Chahiye
Uljhi Hui Firaq Ki Raaton K Darmeyan
Tanha Hy Meri Zat Mujhe “Bivi” Chahiye
Bachpan Ki Zid Nahi Jawani Ki Bat Hy
Ay Merey lovly Maan baap Mujhe “Bivi”Chahiye
Chehry Sy Berukhi Ka Naqab Utar Do
Ab Maan Jao Bat Mujhe “Bivi” Chahiye
Dekhi Hy Main Ne Dulhan Mujhe braat Chahiye
kr di he akhri baat Mujhe “Bivi” Chahye
Dedicated to all kanwara
by Mazhar Khan (few years ago!)