dua
Lab pe ati hai Dua ban k tamanna meri,
Dil karta he band krwa doon sim tere,
Dor duniya ka tere DAM se ujala hojaye,
Jo mjhe sms na kare Uska rang kala HOjaye….
by Asim Raza (few years ago!) / 810 views
Similar Jokes
Sardar wedded to a short length girl.
Someone asked the reason and he replied:
My father had advised me that small problems
are good enough for life.
by Pak101.com (few years ago!)
Dil Cheer Ke Dikhaun, To Dard Dhondh Na Paaogay,
Dil Cheer Ke Dikhaun,
To Dard Dhoondh Na Paogay..
Kiyunke Dard To Mere Daant Me Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Din Aate Hai, Din Jate Hai
Kuch Lamhe Aap K Bin Guzar Nahi Pate Hai
Inhi Lamho Ko Samet K Dekhu To
Aap Jaise Nalayak Dost Bahot Yaad Aate Hai
by Pak101.com (few years ago!)
A Man Knocks at the Door.
A 10 yr Old Boy comes with Cigarette in One Hand & Beer in Other.
Man: Beta Papa Ghar Pe Hain?
Boy: Bhootni K,
Mujhe Dekh k Lag Raha Hai Kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ne Daru Pi Ke Apne Apko Aaine Main Dekha Or Bola
Isko To Kahin Dekha Hai ....
O Yaad Aaya Ye To Wahi Haramkhor Hai Jo Shadi Ke Album Main Meri Biwi Ke Sath Tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife subah husband ko namaz k liay jagati hai.
Husband: yaar sonay do qaza parh longa.
Wife: Shariat namaz ki qaza ki ijazat nahi deti.
Husband: Shariat 4 shadion ki ijazat bhi to deti hai.
Wife: So jao, so jao, Allah pak bara Ghafoor ur Rahim hai. :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Punjabi:Hum Izzat Mei Thora Pechay Hain
Sindhi: Hum Kaam Mei Thora Pechay Hain
Balochi: Hum Taleem Mei Thora Pechay Hain
Pathan: Hum Bila Waja Pechay Hain!
by Pak101.com (few years ago!)
Son:- papa aaj meri giirlfriend ka birthday hai, use kya du..... Papa:- dikhne me kaisi hai ? Son:- Mast hai.... Papa:- mera no. Dede !
by Pak101.com (few years ago!)
Eik charsi nay doston ki dawat ka program banaya,
aur apnay ghar say raat ko bakra chori kia,
Aur khoob dawat ki,
subha jab ghar poncha to bakra ghar main tha, bivi say pocha bakra kahan say aya?
Bivi boli bakray ko goli maro!!
yeh batao raat ko tum kuttay ko kahan lay kar gay thay
by Zia Rasool (few years ago!)
Kuch is tara dosti nibayenge,
Nokri na mili to bilkul nahi ghabraenge,
Dono station pr chaye ki dukan lagayenge,
Tum chaye banana
Hum chaye chaye chilayenge..
by Mazhar Khan (few years ago!)