Ek Baar Santa Ne Ek Chhote Bache
Ek Baar Santa Ne Ek Chhote Bache Se pucha- Apke Papa Ka Kya Naam He.?
Bacha Bola- Abhi Naam Nhi Rakha,
Bas Pyar Se Papa-Papa Kehte
by Pak101.com (few years ago!) / 730 views
Similar Jokes
Sardar was standing in door with a Gun in hand
Bewi: Yahan kion khary ho
Sardar: Shair ky shikar par ja raha hon
Bewi: tu jawon na
Sardar: Kaisay jawon bahir kutta baitha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladke agar ameer ban jaye,
toh bigad jate hain
.
.
and…
.
.
.
.
.
.
ladkiya agr bigad jati hai toh
ameer ban jati hai..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jo cheez Urti hai
Master : Jo cheez Urti hai, wo anday deti hai
Aur
Jo zameen per chalti hai, wo bachay deti hai.
Wo kiya cheez hai jo urti b hai aur bachay bhi deti hai..?
Pathan : Air hostess...:-p
by @irha@ (few years ago!)
Jab Duniya Ka First Phone Bana,
Aur Phone Ko Start Kiya Gaya To Scientist Ke To
Hosh Ud Gaye.
Phone Screen Pe Likha Tha: “2 Missed Calls From
Rajnikant“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi
Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Elaan ho raha tha - "Ek Baccha mila hai, Jin ka
hai aa kar le jaye."
Santa aya aur kehne laga - "Mujhe bhi dikhao JIN
ka bacha kaisa hota hai....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kya Ap Macharon Se Pareshan Hain! Sone Mein Takleef Hoti Hy??
.
.
.
To Macharo K Sone K Baad Sojaen! Zubaida Aapa K Nadan Totkay :)
by nadeem (few years ago!)
Usay pehli bar BuS me dekha tha
Wo mere samny wali seat par bethi thi
Wo bar bar muje sir sey pao tak dekh rhi thi
Us ne muje ishara kya
Ma moqa pa k us k pas gya
Ahista sy pucha
G Farmaey
Usne sharmate hue kaha
"Bhai ap ny pent ulti pehni hui he"
\(' ')/ | |
_/ \_
by Pak101.com (few years ago!)
Dur gaon me jab maa baap sote nahi the, to bacha kehta hai, so ja bapu, so ja, warna ek aur ho jayega!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Larki: Mairy ammi ko tum boht pasand aye ho
.
Pathan: Kuch bhi ho, hum shadi tum se hi karega
by Mazhar Khan (few years ago!)