Dil Or Duniya Mein



Dil Or Duniya Mein Sirf Itna Farq Hai,
.
K
.
Is Duniya Mein Bahut Log Rehte Hain,
.
Or
.
Is
.
Dil
.
Mein Sirf
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aap
.
.
.
.
.
.
.
Ki

“Bhabi G” Rehti Hai…

Har Jagha Khud Ko Mat Gusaya Karo OK…

by Mazhar Khan (few years ago!) / 953 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Wife: If I die what will u do

Wife: If I die what will u do?
Husband: Main paagal ho jaun ga!

Wife: Will u marry again after I die?

Husband: Pagal kuch bhi kar sakta hai!

by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi

Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.

Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.

Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.

Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.

Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mareez

Marez:doctor se mere danton main dard rehta hay or ab to danto main kerah bhi lag gya hay.bataye doctor sahib main kya karon?

Doctor….aap aik mahn tak ras or chay lein is ke alawa kuch na khayein .

Aik mahn tak marez rozana sirf or sirf chaye or ras par guzara karta raha magar aik din ras& khatam ho gye jis par marez ne socha ke chalo aj main sirf chaye pee leta hun.aaj guzara ho hi jaye ga.kal ras le aaon ga magar

kere ko acha na laga,foran bahir nikal kar kehne laga

Uncle aj ras nahi hay kya.

by Pak101.com (few years ago!)
Soch raha huin ki usa ghum

santa- soch raha huin ki usa ghum aauin, kitane paise lagenge.
banta- kuch bhi nahi
santa- wo kaise?
banta- sochane ke paise nahi lagate.

by Pak101.com (few years ago!)
Noker Ki Galti

Maalik Nokar Se:
Is Mehngai K Dor Me
Parathay Pe Is Qadar Ghee?
Kya Hogya Hai Tumhe?

Noker:
Maaf Kijiye Ga
Ghalti Se Mera Pratha Apke Pas Agya Hai

by Pak101.com (few years ago!)
Aisi Jagah Jahan Aadmi Nahi Ja Sakta

Rammu to his brother: Esi kisi jaga ka nam batao

jisse banaya to admi ne hai
magar phir bhi wo wahan pe ja nahi sakte?

by Pak101.com (few years ago!)
1 rat mujhsy star ne kaha

1 rat mujhsy star ne kaha

Tum Q us ko sms krty ho?

Jo tmhen mis nhi krty?

Me ny star se kaha

Beta apna kam kr

Star ban,

Star Plus ki saas na bun

by Mazhar Khan (few years ago!)
Miss Call By Miss

Student: Miss kya Aap mujhey raat ko call kar rahi thi
Miss: No

Student: Kamaal Hai

Subha Jab main utha toh mere mobile par likha tha
Miss call.

by Pak101.com (few years ago!)
2 hafte ki chutti

Dada apnay poatay se: tmhare teacher a rahay hen, tum chup jao.

Poata: pehle ap chup jain, mene ap ki mout ka bahana bna

kar 2 hafte ki chutti li hai…:-)

by hearthackervsgirls (few years ago!)
What every man wants

What every man wants
Every Man needs a Beautiful wife, intelligent wife, caring wife, loving wife, sexy wife, adjusting cooperative wife, but it’s sad that law allows only one wife.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Dhokha Nahin De Sakte

Bania’s son

Wife: khane main kya banau?

Boy and girl of class 2

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Girl's Wish For Life Partner

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook