Sardar to Girlfriend
Sardar to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai.
Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. Sardar= 1 biwi aur 3 bacche.
by Pak101.com (few years ago!) / 1011 views
Similar Jokes
Height of gawarpan..
Boy : "kya tum facebook use karti ho.. ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl : "nahi
mai bachpan se hi gori hu
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: bachcho, agar man se praarthanaa kare to bhagwan aapki kwaaish poora karenge.
Student: woh sab jhoot hai sir.
Teacher: kyu?
Student: agar woh sach hota to, ab tak aap doosre school chale jaate
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein
Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Common Sense
Pathan aur Sardar paani peenay gai, glass ulta para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b toota hua hai…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa :I Spoke 2 Sania Mirza
Yesterday On D Phone!
Banta :Dats Great!
What Did She Say?
Santa :Just
Wrong Number!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 pathan chhat pe so rhe the
ek dosre se bola
“yar maachis kahaan hai?”
2nd :”teeli jala k daikh lo”
by Abdul Hannan (few years ago!)
.
Husbnd: tm se shadi kr k mjhe ek faayeda tou hua hy,
wife: konsa?
Husbnd: mjhe apne sare gunahoun ki saza dunia me he mil gaie..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan Ko Drip Lagi. Jab Drip End Hone Lagi To Ussne Apne Bhai Se Kaha.
Pathan: “Jao Sister Ko Bula Ke Lao”
Bhai Gaya Aur Teen Din Ke Baad Peshawar Se Apni Behen Ko Le Aaya.
by Pak101.com (few years ago!)
bari mushkil k bad pehli bar hamary ghr wo i thi
FARAZ
.
.
.
... .
Ami boli:
jao beta behan k liyay samosy le aao
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher- jis aadmi ke dono hath nahi hote
use hindi aur english mey kya
khte hey?
student-hindi mey "thakur"
english mey "handsfree"
by Pak101.com (few years ago!)