Wife to her husband
Wife to her husband: Please take me to an expensive place.
.
.
.
Husband replied: okey get ready
.
.
.
.
.
We are going to Petrol Pump.
by Pak101.com (few years ago!) / 1013 views
Similar Jokes
Sardar kafi dair door ki ladki ko ghoor rha tha
Tang aa k larki ne hath se LANAT ka ishara kiya Sardar dost se bola:
Le fair 5 waje da time fix hoya e
by hearthackervsgirls (few years ago!)
RAAZ taxi driver se-Kutub Minar chaloge
Driver-Jee ha
RAAZ-kya loge ?
Driver-paise
by Pak101.com (few years ago!)
Nana patekar : jaldi se jawab bol. Sahi jawab tere ko lakhpati bana dalega.galat jawab tere ko hijda bana dega.
by Pak101.com (few years ago!)
Ravana : Cigeratte hai kya?
Hanuman : Nahi Hai.
Ram : Ek packet hai na.
Hanuman : Aap chup rahiye prabhu. Iske 10 sir hain.
Pura packet khatam ho jayega.
by Pak101.com (few years ago!)
3 Pathan Film "Sholay" dekhnay Gaye:
Hero ne kaha: "Basanti in Kutton k samnay mat Nachna."
Pathan kharay ho kar bolay: "Ticket liye hai, Iska baap bhi nachay ga."
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar:aik kala bulb dena.
Dukandar:kala bulb ka kia karna hai?
Sardar:dopahir me sone k lye andera karna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher : Santa ye batao tense kitne tarah ke hote hai?
Santa : Teen maidam.
Teacher : Teeno ke ek-ek example batao.
Santa : Madam, meine kal aapki beti ko dekha tha. Aaj mein ussey pyar karta hu aur kal mein ussey bhaga kar le jaunga.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan: Halwai Se,
Tum Kitne Saal Se Jalebi Bna Rhy Ho!
Halwai: Bare Fakhar Se
30 Saal Se,
Pathan: Lakh Di Lanat E
Tere Kolon Aj Tak Jalebi Sidhi Nai Bani..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi thi ke itne me uska husband aa gaya or bf ko marne laga
Lady- Maar gadhe ko, apni biwi ko to gumata nahi dusron ki biwi ghumane le aate hai.
( itne me bf ko josh aaya or wo hsbnd ko marne laga )
lady- maar sale ko, na khud ghumane le jata hai na kisi or ko ghumane deta hai. :)
by Pak101.com (few years ago!)