Ye Suit Kitne Ka
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1145 views
Similar Jokes
Techr studnt se: khali jaga fil kro
900 choohe kha kr Billi _____chali.
Stdnt:900 chohe kha kr Billi slow slow chali.
Techr (Ghusse se): khare ho jao, mazaq krte ho..??
Stdnt: mis ye B maine Aap ka dil rkhne k lye keh dya wrna 900 chohay kha kr Billi ka Baap b nahi chal skta...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:
Is sheeshay ki kya guarante
hy?
Dukandar:
Esko 100 manzil se nichey
girao,99
manzil tk nhi tootey ga.
Sardar:
jee Oye!kar dy pack.
by tanveer hussain (few years ago!)
AIK DOCTOR KI NURSE SE SHADI HUI. US DOCTOR KE DOST NE US SE POCHA KE YAAAR LIFE KAISE GUZZAR RAHI HAI ?DOCTOR NE JAWAB DIA"YAAR JAB TAK SISTER NA KAHON SUNTI HI NAHIN"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek phatan ne spni qaza namaz ada kerne ka socha
Namaz se pehle onchi awaz main niat ki
2 rakat namaz fajar qaza, 2 November 1985, Allah o Akbar
by hearthackervsgirls (few years ago!)
2 Sardars lookin at an Egyptian mummy.
Sardar1:Look so many bandages,
pakka truck accident case hai.
Sardar2: Aaho,
truck number bhi likha hay, BC-1760
by Pak101.com (few years ago!)
After returning from a foreign trip, sardar asked his wife - Do I look like a foreigner?
Wife: No! Why?
Sardar: In London a lady asked me “are you a foreigner?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher ne dusri class ke ek backe se kaha: Mene kal tumhe jo hindi ka path pdhaya tha, use sunao
Bacha: teacher aata nahi hai
Teacher: nahi aata hai to aisa karo jo aata hai wahi sunao
Bacha: mujhe to gana aata hai wahi suna du?
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Did Your MOM Cooked Today
Wife Yes, But How Do You Know ?
Husband Daily I Found Black Hairs In the FOOD Today I Have Found White:-P
by Pak101.com (few years ago!)
masjid mein elaan ho ra tha 1 bach mila hy jin ka hai aa k ly jain
1 pathan masjid gya or bola:hamko b dikhao jin ka bacha kaisa hota hy????????
by sarmad abbas (few years ago!)
For pepsi "shahrukh"
For coke "aamir"
For mirinda "vivek"
For fanta "rani"
& For Thums Up "Akshay"
Don"t worry
For Bante wala soda "You"
Cheers !!!
by Mazhar Khan (few years ago!)