Bv ki dua
Main bv me zabrdasat larai k bad bv dua mangti hai:ya Allah agr qasoor in ka hai to in ko maar de aur agr qasoor mera hai to mujhe bewaaah kar de
by Sabir shah (few years ago!) / 885 views
Similar Jokes
Aik Mohabaat Hi Nai Duniyaa
Maain Dard Kah Sabaab
Faaraz
Darwaze Wich Unggli Aa Jaye
Tay Fair Vi Baraa Daard Honda Ay
Allah Di Kismay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik pathan bivi k pas gia to khush tha
bivi:q khush ho?
Pathan:aj bathroom me bara maza aya jb darwaza khola to light on ho gai jb band kia to banad ho gai.
Bivi:aj pher farej me peshab kar dia
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar Shadi Ke Aglay Din B.V Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Pocha To Bola:
Innay Meri Chaah Vich Taveez Milaya A,
B.V Rotay Hoye Or Ghussay Se Boli:
O Taveez Nai Tea Bag See…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Love is possible after friendship
but
friendship is not possible after love
because
medicines work before death
later nothing can be cured….!!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Golu, Molu se : aaj meri bakri ne pehla anda diya hai! Molu : bakri kaise anda de sakti hai? Golu : arre yaar maine apni murgi ka naam bakri akha hai
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ques: University mai sari larkiyon ke kitny naam hotay hain?
.
Ans: Sirf 4
.
1- Mairi wali
2- Tairi wali
3- Mairi bhabhi
4- Tairi bhabhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GF-Chand kahan hai? BF-Chand do hai, 1 tum aur 1 upar. After Marriage:Biwi- Chand kaha hai? Pati-Andhi hai? wo upar kya tera Baap CFL jala k baitha hai.:-|
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: To phir ubalne kui kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye
by Pak101.com (few years ago!)
1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.
by inayat khan (few years ago!)