incocence
pathan ny 100 ka balance galt no py bhej diya phir call ki ore kaha: o yaar hamara100 rupya wapis karo.
PUNJABI:lekin mjy tow 80 rupy mily hein.
PATHAN: ok mein20 ore bhejta hn.
by sarmad abbas (few years ago!) / 922 views
Similar Jokes
# Lo G! Ab Peshawar K Pathano Ne Ek Aur Faisla Kya Hai.
.
.
Agar Saudi Arab Main Baarish Hogi To.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Peshawar K Saray Pathan Chhatri Le Kar Ghoomain Gay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
"2 aurton ko 20 sal ki saza mli 20 sal ek 7 jail me guzarne k bad jb 2no riha hui to dono ne muskurate hue kaha:
"Chalo ab baqi baten ghr phnch kr krte hyn" ;
by Asif Riaz (few years ago!)
Super Faadu Joke
.
ek khoobsurat Larki k sath sath kutta chal rha tha…
Pass se guzrte Larke ne dekh kr kaha: -
.
.
Ladka:- “Aap dono behan – bhai hain?”
.
.
Larki : – “Aap ko hm dono me se kon pasand hai?”
.
.
Larka : – “yaqeenan tum ”
.
.
Larki : – to phir is k liye apni behanLe Aao,
Hamaray yhaan nanad ko bhabhi bnane ka riwaz chalta hai
.
Ladka Shocke – Ladki Rocksss
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya!
by Pak101.com (few years ago!)
1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.
by inayat khan (few years ago!)
Mujy bhoolny ki khuda kary tum ko aisi saza mily
.
.
Zor ka susu aaye aur shalwar ka naarra na khule
(',')
/ /
<';> Oye khul ja Sim Sim
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patient: Aapne 2-2 thermometer kyun rakhe hain?
Doctor: Ek muh mein lagane ke liye or dusra jheb mein
Patient: Mein aap ka matlab nahi samjha
Doctor: Matlan yeh hai ki ek thermometer muh mein lagane se mujhe pata chalta hai ki aap ka sharir kitna garam hai aur dusra jheb mein lagane se pta chalega ki aapki jheb kitni garam hai
by Pak101.com (few years ago!)
MERE SMS MILE?
NAHI MILE TO YE LO
SMS SMS SMS SMS
LO CHOTE SMS
sms sms sms
YE LO REMIX
SmS sMs SmS sMs
STYLISH WALE BHI LO
$M$ $m$ $M$ Bas
ab APKI bari
by khalid hussain (few years ago!)
Mareez Muje ajeeb se Bimari ho gayi hai
Jab meri Biwi Bolti hai to mujhe Kuch Sunai nahi
deta
Dr: Ye Bimari nahi hai Aalah ki Maherbani hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)