1 Aadami Kabar pe Baitha tha
1 Aadami Kabar pe Baitha tha
Musafir ne Pucha Darr Nahi Lagata?
aadmi-darne ki kya baat hai?
andar Garmi lag rahi to thodi der bhar aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!) / 1056 views
Similar Jokes
Bacha: Abu mujhe motor cyle le kar den;
Baap: Beta Khuda ne yeh du tangain kiun dee hain? ;
Bacha: Aik kick marne ke leye, aur doosri gear dalney ke leye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: apny husband ko, Tum ne mujhe shadi se phely ku nahe bataya k
tumhari phely se he rani naam ke wife ha?
Husband: Ma ne bataya tu tha k Main tumhy RANI ki taraha rakhon ga.
by Agha Mansoor Ali (few years ago!)
Pathan galti se news paper ka sub-editor ban gia. Usne aik khabar ki headline ye di:
“BIWI MEIN DHAMAKA…!”
Cheif editor: Yeh tum ne headline kia di hai?
Pathan: Sir mene khabar ko asan alfaz mein likha hai.
Cheif editor: Acha asal khabar kia thi?
Pathan: “MIAAN WALI MEIN DHAMAKA”!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Apny Bety k liye
Rishta leny gaya
.
.
.
.
.
Larki Walay : Abhi to hamari Beti
Parh rahi hai.
.
.
Pathan : Chalo hum
1 Ghanty k baad aaye ga...:-p
by @irha@ (few years ago!)
Teacher: Bijli kahan se atti hei???
Student: Mere mamu k ghar se!!!!
Teacher: Wo kase?!!!!!!
Stdnt: Jab bijili jati ha tu papa kehty hen
''Salon ne phir bijli band kar di........'''''
by Pak101.com (few years ago!)
ek baat hamesha yaad rakhna..duniya main kch mile na mile 2 cheez haq se leni chaiye...
.
.
.
.
... .
1.sam0se ke sath xtra chatni.
2.golgappe khane ke baad papdi.
:p
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne apni bhabi qatal kr di
Police: Q ki?
Pathan: Mere dost k pas cal aai.Wo
hans hans k bat kr rha tha
Main ne pucha kon hai?
To bola tumhri BHABI..
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
SON: Abba idher AA.
MOTHER: Aise nai boltey beta, Abba ko izat ke sath bulate hain.
SON: Abba Izzat k sath idher aa ja :P :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Snta- Dr. mujhe aisa Lagta he ki mere kaan me koi gunguna raha he..
Dr- Tumhe aisa kab lagta he..?
Santa- Jab mai kaan me walkman sunta hu...
by Pak101.com (few years ago!)
Jaanwaro Ki Khasiyat.
Bandar: “Inteligent”
Dog: “Wafadaar”
Aap Plz Ab Aage Na Padhna,
Maan Jao,
Please Mat Padho Na,
Yaar Maan Bhi Ja Na
Gadha: Wahi Karta Hai Jis Kam Ko Mana Karo
by Pak101.com (few years ago!)