Sardar: Aao Race Lagatay hain,
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
Pathan ki BIWI ne Pathan ko SMS kiya:
“Ghar kb aa rahe hoo..?
Msg ker k batao…!!”
Pathan ne SMS me likha:
“Ni bata sakta balance kam he..”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larki: Mairy ammi ko tum boht pasand aye ho
.
Pathan: Kuch bhi ho, hum shadi tum se hi karega
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar air hostess se:- Aapki shakal meri biwi se bahut milti h. Air hostess ne zordar thappad santa ke muh pe mara.
Sardar:- Kamal h. Aadat bhi wahi h.
by Asim Raza (few years ago!)
Gayon mein aik shakhs ka inteqaal ho gia aik saheb tazyat kay liye in kay betay kay pas gaye aur poocha marhoom ko kia bimari thi.
Betay nay jawab mein kaha burhapa khood aik bimari hai.
Woh saheb bolay: Waqai hamaray mohallay mein bhi teen char bachay isi bimari mein maray hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan,Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.
Kisi Ne Pucha: Kya Hua?
Pathan: Khocha! Dhakkan Main Likha Hai "Try Again.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Memon Apni Bv Ka Sadqa Utarta Hay
10 Rs Ka Or Us Main
90 Dal Kr Mobile Card Load Kar Leta Hay
Bv Pochti Hy Ye Kya Kia?
Memon:
Sadqa Gharib Govt Ko Chala Gya
Aur Balance Meray Pas Agya.
by Pak101.com (few years ago!)
Chiman:Aap kitna padhe ho?
Friend: B.A.
Chiman: kamal karte ho yaar sirf do word padhe aur woh bhi ulte.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta Santa Ke Ghar Gaya Aur Use Pattiyo Mein Lipte Bed Par Pade Dekh Kar Chonk Gaya Aur Bola.
Banta: “Ye Kya Haal Bana Rakha Hai?”
Santa: “Yaar, Kal 10 Logo Ki Bheed Ne Mujhe Mil Ke Pita”
Banta: “To Tune Phir Kya Kiya?”
Santa: “Maine Saalo Se Kaha Abe Salo naamardo Ek-Ek Karke Aao Phir Dekho Main Tumhari Kaise Aisi Tesi Karta Hun”
Banta: “Phir Kya Hua?”
Santa: “Phir Kya? Salo Ne Ek-Ek Kar Ke Pita“
by Pak101.com (few years ago!)
Reporter: Hakumat ne Sawat & Malakand mutasareen ka bohat help kya
Khana, Pani, Kapre, Camp ko sab kuch dya.
Pathan: Khak help kya! Hukumat ne NASWAR to behja he nhi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
What is the difference between POETRY
and ESSAY?
Any word uttered by a GIRLFRIEND is a
POETRY
while
Anything said by a WIFE is an ESSAY.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)