Shadi me Santa bahot der tak kha
Shadi me Santa bahot der tak kha Rha ta Bnta-kab tak khaoge
Snta-Mai Khud kha- kha k dukhi hu
per kya karu card me likha tha Dinner 7 to 10 PM
by Pak101.com (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
1 ladka ladki ka picha kr raha tha
girl-Tumhe pata hai piche meri maa aa rahi hai
Boy-hum to khandani aashik hai teri maa kay piche mera baap bhi aa raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Kisi Larki Ke Ghar
Rishta Le Kar Gaya,
Larki Ke Maa Baap:
Humari Beti Abhi Parh Rahi Hai…
Pathan: Koi Baat Nahi,
Ham Ghante Baad A Jaega…!
by Pak101.com (few years ago!)
One Day Golu Said His Girlfriend With Full Of Courage: “I Love You”. His Girlfriend Said Angrily..Not Say This Statement With Love. Funny Golu Said I Love You Sister
by Pak101.com (few years ago!)
Dr:agr tm meri dawai se theak ho gae to ap mujhe kia du ge
mareez:me qabren khodta hun ap ki qabar faree khod dun ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher : Santa batao ‘M’ for kya hota hai?MSanta : Sir, Mother!
Teacher : Right! Aab batao W for kya hota hai?
Santa kuch sochne lagta hai
Teacher : Santa kya soch rahe ho?
Santa : Sir, mein yeh soch raha tha ki Maa ulti kaise ho gayi?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teachar Ne Ek Din Time Pass Karne Ke Liye Class Mein Sawah Puchha
Teacher: “School Aur Girls College Mein Kya Difference Hai?”
Pappu: “School Ke Bahar Gadi Dheere Chalaye Ka Board Laga Hota Hai, Jabki Girls College Ke Samne Nahi”
Teacher: “Baat To Sahi Hai, Par Ab Ye Bhi Batao Aisa Kyu Hota Hai?”
Pappu: “Jarurat Hi Nahi Hai, Kyunki Acchi-Acchi Gadiya Bhi Girls College Ke Samne Se Dheere Hokar Nikalti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Bv:me driver ko nokri se nikal rahi hun,aj me dusri bar marte marte bchi hun.
Shohar:(khushi se)begum aik aur mauqa use de do
by Sabir shah (few years ago!)
pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
I asked my wife, "Where do you want to go on our anniversary?"
She said, "Somewhere I have never been!"
I told her, "How about the kitchen?"
by Mohammad Ali (few years ago!)