Mam:-Hanumaan Kiska Chhora tha?
Mam:-Hanumaan Kiska Chhora tha?
Student:- Jaat Ka
Mam:-Woh Kaise?
STudent:- Uskay Kaam Jaato walay thay Ladai kisiki , Lugai Kisiki , Poonchh apni Phukwa li.
by Pak101.com (few years ago!) / 827 views
Similar Jokes
At a hospital looking through the window at the
newly arrived babies.
Father says, “Kitchy Kitchy Koo”…. “How Sweet”
Look, she smiled! Isn’t she adorable?” His friend
says, “But your kid didn’t smile.” The father
replies, “I was talking about the nurse”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A naughty answer given by a woman when asked: How do you feel when any man gives u a flying kiss?
Woman: I hate such lazy menYay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher : Santa ye batao tense kitne tarah ke hote hai?
Santa : Teen maidam.
Teacher : Teeno ke ek-ek example batao.
Santa : Madam, meine kal aapki beti ko dekha tha. Aaj mein ussey pyar karta hu aur kal mein ussey bhaga kar le jaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
girl:Do U Love Me Lot.?
Boy: No.
Girl: what? u Not Love Me?
Boy: Ab Kya Khoon se Likh ke Du...Kya..?
by Pak101.com (few years ago!)
Baba Saxidas Ji Ki Mahaan Baaton Mein Se Ek Baat.
Samaye Par Aadatein Nahi Badali,
To Woh Aadatein Life Ban Jati Hai,
Aise Hi Samaye Par Girlfriend Nahi
Badali, To Woh Wife Ban Jati Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Qutub minar kaha hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Shyam Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar pe bhi raha karo.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa - “Tum is ladki kojaante ho?”
Banta- “Ha,kabhi mai iske saath soya karta tha!”
Santa- “Achaa! kab? kaha?”
Banta- “Jab mai college me padta tha!
angreji ke claas me !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Murghi ko Kaway se pyar ho geya,
jb Murghay ko pta chala tou wo murghi k pas gaya r bola k muj my kia kami hai?smart hon kaway sy ziyada khobsurat hon tmhari bradari ka hon?
Murghi: Me tmhary jezbat ki qadar krti hon,lakin wo air force my hai....
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar GUN ly kr Darwaazay pr Kharaa huaa thaa
Wife: y r u standing here?
Sardar: Sher kaa Shikaar karnay jaa Rahaa hun
Wife: Tou Jao
Sardar: Kaise Jaon bahar KUTTA Kharaa hei
by Mazhar Khan (few years ago!)