Choori ka phal hamesha karva Hota hy
Anti Misba-
Beta choori krna buri baat hy
Choori ka phal hamesha karva
Hota hy
Bubbli-
Lekin ami jan mera AMROOD
To metha tha
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
* Congratulations *
SMS na karney pey
Aapko
Award
of Kanjoosi 2015
diya jata hia.
no need to say thanks, ye award ap he ka right ta
by lescol (few years ago!)
Sardar asked his servant to Go and water the plants.
Servant replied It”s already raining.
Sardar said: So what take an umbrella and go.
by Pak101.com (few years ago!)
makan malik: 500 rupaye mahine ka kiraya hoga! kirayedar:thik hai; par apke makan me bahut chuhe daud rahe hai... Makan malik: to 500 rupaye me kya bipasha basu nachegi?
by Pak101.com (few years ago!)
"True FacT"
Duniya Ke Best
"MAA"
To Har
BETAY Ke Pass Hoti Hai.
Lekin
Duniya Ke Best
'BIWI'
Pata Nahi
PAROSI Ke Pass Hi Q Hoti Hai...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
22 Saal Ho Gaye Par,
Abhi Tak Ek Cheez Bilkul Nahi Badali,
Parle-G Biscuits Wala Ladka, Abhi Tak Bada Nahi Hua.
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend: Will u marry me?
Funny Boyfriend: No, hamare yahan shaadi sirf relatives mein hi hoti hai. Mummy ne Papa se, Didi ne Jijaji se aur Bhaiya ne Bhabhi se.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:”Light nahi hai to kambakht pankha to chala do”.
Pathan:”Light nahi hai to kambakht pankha to chala do”.
BV:”aakhir pathan hi ho na aqal to hai hi nahi, pankha chala diya to mombatti bujh jayegi :)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek hathi or choohey ki dosti ho gyee. Ek din hathi subah subah naha raha tha key chooha aaya or usey bulaney laga
Hathi ney bohat poocha key kia baat hey pani mein hi bata do, laikin chooha ar gaya key pehley bahar aao to bataoon ga
Kheir hathi pani sey bahar aaya. Ab choohey ney kaha wapis pani mein chaley jao.
Hathi ko bara ghussa aaya key pehley mujhey bahar nikala or ab pani mein wapis janey ko keh raha hey. Ghussa pi ker us ney poocha, “baat kia thee?”
Chooha bola: “Baat kia honi thee, subah sey apni jooti dhoond raha hoon, dekh raha tha tum ney to nahi pehen rakhi”
by farrukh ahmed (few years ago!)
Sonu: papa, aaj mujhe ek ladke ne mara.
Papa: kya tum use phchan sakte ho?
Sonu: haan papa mein uska daant saath laya hu.
by Pak101.com (few years ago!)