Kal Ek Admi Aurat Ko Peet Raha
Santa: Kal Ek Admi Aurat Ko Peet Raha Tha. Maine Kaha Mard Se Lado.
Banta: Fir?
Santa: Jab Mujhe Hosh Aaya 2 Main Hospital Me Tha
by Pak101.com (few years ago!) / 910 views
Similar Jokes
Commerce Professor Asks the Student:
What is the Most Important Source of Finance for Starting Business?
Student: "Father in Law". :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar (beta se): Agar tum es baar bhi exams mai fail ho gaye to mujhe apna baap mat kehna.
Result wale din Sardar: Kiya hua?
Beta: Bas "Sardar ji" kuch naa pucho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 pathan samose khol kar ander ka
masala kha raha tha.
1 admi ne pocha pura kiun nahi
khate?
pathan bola:baba doctor ne bahir ki
cheez khane se mana kia hai.!
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by khalid hussain (few years ago!)
Baap:beta koi bat nhi tmhari qismat me fail hona likha tha ho gye
Beta:ye to acha hua dad maine pura saal nai padha warna sari mehnat bekar ho jati.
by Pak101.com (few years ago!)
'1 gujjar ko zorr se cheenk aai to us ki dhoti gir gai,
Wo dhoti pakar k bola :....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife : Tum Toh Chahte Ho K Main Mar Jaon
Aur Meri Tamam Cheezai?
Tumhari Ho Jaye?
Hasband : Lehhh, Eddddi Tu Benazeer?.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Sharab Peetay Howay BV Se
Tum Kon Ho?
BV: Pagal Ho Gay Ho Kia?
Apni BV Ko Bhool Gay
Pathan: Nasha Her Ghum Bhula Daita Hai Baaji
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Ek Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,
Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:
Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife Gana gaa rahi thi
Husband: Jab tum Gati ho to Lagta he Indra Gandhi ga rahi ho
Wife: Lekin Usay to Gana hi nahi aata tha
Husband: Te Anni diye tenu kera aanda Ay
by tanveer hussain (few years ago!)