awaaz yahan taka ayi ha!!
Patient to doctor: aap ki nurse ka hath lagtey hi mein theek hoogaya
Doctor: Jee janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha!!
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak mujhse koi ladki nai pati . .
.
.
Ye hai aam jindagi. . .:-|
....
.
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak koi ladki mujhe nahi pata saki. . .
.
.
Ye hai mentos jindagi. .
by Pak101.com (few years ago!)
Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…
by Pak101.com (few years ago!)
What do you call a deer with no eyes?
No idea!
What do you call a deer with no eyes and no legs?
Still no idea!
What do you call a deer with no eyes, no legs and is on fire?
Still no flaming idea!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ek Din Apna Checkup Karvane Ek Doctor Ke Paas Gaya.
Doctor: “Aur Snata Ji, Kaise Aana Hua?”
Santa: “Doctor Sahab, Kuch Tabiyat Theek Nahi Hai, Liver Mein Bahut Jayada Dard Ho Raha Hai?”
Doctor: “Daaroo Peete Ho?”
Santa Khush Hote Hue Bola: “Haan, Par Chhota Peg Hi Banana“
by Pak101.com (few years ago!)
Hawai Jahaaz Tak Jane Ki Kya Jarurat Hai
Mar 29, 2008 Author: admin | Filed under: Latest Jokes
Sardar: Shirt K Liye Badhiya
Kapda Dikhana
Salesman: PLAIN Me Dikhau?
Sardar:Hawai Jahaaz Tak
Jane Ki Kya Jarurat Hai
Yahi Dikha Na
by Pak101.com (few years ago!)
Captain: Naujawanon Come Forward
Sardarji Does Not Move
Captain: You Did Not Move Forward, Why?
Sardarji: Oji You Said 9 Jawanon, I Was The 10th In Line!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Jab main paida hua tha to military walon ne 21 topein chalayeen thi.
Santa: Kamaal hai ! Sab ka nishana chook gaya?
by Pak101.com (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Raju (few years ago!)
1 Pathan Bank k samnay mongphalli bech raha tha. Ek dost nay pathan say 1000 rupay udhar mangay.
Pathan nay bahana banaya: Yara! hamara Bank k sath agreement hai.
Bank mongphalli nahi bechay ga,
.
.
.
..
.
aur hum kisi ko loan nahi day ga :D hahaha
by Zaid Mughal (few years ago!)