Wrong Number
Wife was in the habit of having long conversations on the telephone, sometimes going on over an hour.
One day she hung up after 15 minutes. “What is the matter today?” asked her husband.
“Today you had less than half an hour conversation on the phone.”
“I got a wrong number,” replied wife.
by Pak101.com (few years ago!) / 828 views
Similar Jokes
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larkian aik dosre ko gift karti hain flower,perfume,necklese,
larkay ek dosry ko karte hain ye lo bachi ka number mera mat btana
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: Agar tumhe kuch ho gaya to mein pagal ho jaaunga.
Wife: Doosri shaadi to nahin karogey?
Santa: Pagal ka kya hai, kuch bhi kar sakta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
After a quarrel, a husband said to his wife,You know, I was a fool when I married you.
She replied, Yes dear, I knowbut I was in love and didnt notice.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Cheeta Cigarette ka sutta lagane hi wala tha ki achanak ek chuha wahan aya aur bola bhai chor do nasha, ao mere sath,dekho ye jungle kitna khubsurt hai. Cheeta choohe k sath chal dia Aage 1 hathi cocaine pi rha tha, chooha Fir bola, bhai chor do nasha,ao mere sath,dekho ye jungle kitna khubsurt [...]
by Pak101.com (few years ago!)
013:” wife..
Husband:” Begam ek cup garma-garam chai bna
do
jara..
.
.
.
.
.
.
Wife:” kyyaaaaa..??
Zara phir kehna..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Husband:” maine kaha g, ek cup chai bana dun
aapko..???
by Mazhar Khan (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai
Dahi daal rahe thay!
Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar
rahe ho…?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!
Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye
tum par Lateefa banatay hain…!
Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Student sitting with his Girlfrnd in Restaurant Drinking BEER and says
I Love yOuuu :)
Girlfrnd: is it yOu Or the BEER talking ??
.
.
.
.
.
.
Student: its me, Talking tO my BEER, yOu Shut up
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Duniya buri ho sakti hai aap nhi
Duniya bewafa ho sakti hai aap nhi
Duniya zalim ho sakti hai aap nhi
aur
aur
aur
Kuttay ki dum sedhi ho sakti hai ap
ke nhi..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladke walo ko ladki pasand aa gayi aur unhone ladki walon se kha ki shadi kab karni hai?
Ladki walo ne kha ki abhi hamari ladki padh rahi hai, pdhai ke baad shadi hogi
Ladke walo se gusse mein kaha ki hamara ladka kya bandar hai jo kitabe phaad dega
by Pak101.com (few years ago!)