Larki Apni Dadi Se
Larki apni Dadi se: Main school nahi
jawongi. Rasty main larkay chairty
hain
.
DADI:Bahany mat banawo, mai bhi
usi raste se roz bazar jata hon, Mujhe
to koi nahi chairta
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 2692 views
Similar Jokes
1 Hathi ne Romntic mod m 1 Chunti ko chera
Chunti ghusy me Hathi ki bv k pas ja k boli
Apny AWARA SHOHAR ko smjha lo
Warna MARD hamary ghar me b hein.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan "Mazaar" pe Bomb rakhty huye pakra gaya: Logon ne bohat mara aur pucha aisa kyon kya? Pathan ki kuch samajh main nahi aaya to bola: "Main Bomb rakhny ki Mannat mangi thi."
by Abdul Hannan (few years ago!)
Tum Kisi Per Aitbar Kero Ya Na Kero,
Lekin Itna Yaad Rakhna K,
Agar Koi Tum Per Aitbar Kery To Wo Na Tooty..!
by Pak101.com (few years ago!)
Sometimes It is better to bunk off a class and enjoy with friends
.
Because today when I look back,
My marks never makes me laugh But these memories do!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bilu MC ki hotal me- are bhai kab se wait kar raha
hu,
Khana abhi tak nahi aaya?
Mc – sar khana to char din se bana rakha hai bas
garam ho raha hai!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bar ek chitti ne Hathani ke kan mein kuch kaha toh hathni behos ho gayi.
Phir kisine chitti se pucha ke tune kya kaha?
Chitti Boli: Maine itna hi kaha ke “Main tumhare bacche ki maa banne wali hoon!”
by khalid hussain (few years ago!)
Golu, Molu se : aaj meri bakri ne pehla anda diya
hai! Molu : bakri kaise anda de sakti hai? Golu :
arre yaar maine apni murgi ka naam bakri akha hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dr: Which soap do u use?
Sardar: Bajrang da soap
DR: paste ?
SARDAR: Bajrang da paste,
DR: shampooo?
SARDAR: Bajrang da shampoo
Dr: Is Bajrang an international company?
Sardar:No.. Bajrang is my room mate
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)