Agar tumhara sms nahi aya
Girl: Jaanu,
Agar tumhara sms nahi aya tho mein Roti nhi khaungi
Boy: Sach?
Girl: Haa, Mei sirf Paneer partha, Ice-cream Kha Ke Guzara Karlungi
by Pak101.com (few years ago!) / 1039 views
Similar Jokes
Tribute To Pakistani Doctors.
Dr. To Patient’s Frnd:
Agar 1 Ghanta Pehle Le Aate
To Hum Isse Bacha Lete
Frnd:
Abay, Adha Ghanta Pehle
To Accident Huwa He.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Pak101.com (few years ago!)
Ek larki ghr se bhagne k 3 din baad wapis aai.
bap: ghusse se bola
"ab kya lene aai ho"
larki: patli pin wala charger...
by Pak101.com (few years ago!)
Beta papa se: Papa main itna bada kab ho jaunga ki mummy se bina poochey ghar se bahar ja sakoo.
Papa thandi saans lete hue: Beta, itna bada toh abhi main bhi nahi hua hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar 2 servant:go & water the plants.
Servant:it is already raining sir.
Sardar:then w8? take an umberella & go.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
India Mai Ek Ajeeb-o-Gareeb SMS Hai
Bolta B Hai
Chalta B Hai
Khata B Hai
Monchen Hain Us Ki
Pagri Pehnta Hai
Naam Hai Uska…
S=Sardar
M=ManMohan
S=Singh
by Pak101.com (few years ago!)
wife : ” Ghar nahi aa sakti..” Car ka stearing, gear, break sab chori ho gaya hai..” . .
After 1hour, SHe calls back : “Aa rahi hu, galti se pichli seat pe baith gayi thi..”
by tanveer hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Apne Ghar Par Movie Dekh Raha Tha To,
Aadmi Ek Dam Se Chillaya: “Nooooooooooooo, Ruk Jaaaaaaaaooo, Ghode Se Utar Jaao, Ye Ek Jaal Hai Utar Jaaao”
Patni Hairani Se Bhagti-Bhagti Aayi Aur Puchha.
Patni: “Kya Ho Gaya? Kise Warn Kar Rahe Ho? Kya Dekh Rahe Ho Tum?”
Man: “Hamari Wedding DVD Dekh Raha Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Ladka kaisa hai?
Pandit: Ladka acha hai,
Engineering kiya hai, dikhne me film ka hero lagta hai
Girl: Konsi film ka hero?
by Pak101.com (few years ago!)
Papu addmission lene college gaya..
.
.
Principle:”Mai tum se 1 Mushkil sawal puchun
ya 10 Asaan.. ??
.
Papu:”1 mushkil sawaal..
.
Principle:”Batao Din pehle aata hai ya Raat.. ??
.
.
Papu:”Din..
.
Principle:”wo kaise.. ??
.
.
Papu:”Sorry sir ye Aap ne Dusra sawal puch
liya..
by Mazhar Khan (few years ago!)