Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai? Biwi: Apney Husband Ki Cheque Book
by Pak101.com (few years ago!) / 1170 views
Similar Jokes
Bhakt: Meri shadi Aishwarya se karwa do. Bhagwan:
Aishwarya ki ek saari 1 lakh ki hai. Kharch utha
paoge? Bhakt: Bhagwaan koi upay bataiye.
Bhagwan: Mallika Sherawat
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Black Dukandar Se Chota Bacha: Uncle Rang Gora Krny Wali Cream Hy..?
Dukandar: Han Hy..
Bcha: To Saale Lagata Q Nai.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife mein ladai hoi
Husband wife mein ladai hui,
Husband ghar se chala gaya ,
Husb:Raat ko phone pe ,"Khane main kya hai"
Wife:Zeher.
Husb:Mai der se aaoonga, tum kha kar so jana:
by Pak101.com (few years ago!)
Extraordinarily Student Teacher:
"Do you know
Avogadro's Number" ??
pappu : "Avogadro Ladka Tha
Ya Ladki" ??
.
.
.
Teacher: "Ladka" .
.
.
pappu : "Sorry Dude, Mai Ladko
Ke Number Nahi Rakhta"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa after interview: Everything went fine till the time he asked me for my testimonials. I guess I showed him the wrong thing!
by Pak101.com (few years ago!)
Ap aaya hai
by shahryar (few years ago!)
Sher sherni ko kiss krne lga Sherni ne rok dia or idhr udhr dekhne lagi
Sher: kya hua?
Shreni -Dekh rhi hu aas pas Discovery wale to nhi hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Shahid Afridi in interview
Aap ki umer kitni hai?
Afridi: 24 years.
Lekin 5 saal pehle bhi aap ne yahi kaha tha,
Afridi: Mein 10 saal baad bhi yahi kahoon ga,
Kiu ke
"Pathan apni zuban se kabhie nahi mukrta"..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar To Sardarni:
“Jaldi Roti De Ajj 4 Wajjay Khotyan Di Race Ay,
Main Othe Jaana Ay”…
Sardarni:
“Bus Rein Diyo,
Turya Jaanda Nai,
Tay Race Lao Gay”.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sheikh Ka Beta Apni Girl
Friend Ke Saath Ghoom Ke Ghar Aaya To Baap Ne Puchha.
Baap: “Kitne Paise Kharch Kiye?”
Beta: “50 Rupaye”
Baap: “Itne Sare?”
Beta: “Abba, Us Ke Pass 50 Hi The“
by Pak101.com (few years ago!)