Pati bola patni se
Pati bola patni se-Raja Dashrath ki 3 Raniya thi..PATNI-to ?
PATI- mai 2 shadiya aur kar sakta hu.PATNI- Sonch lo, Dropadi ke 5 Pati the...?
by Pak101.com (few years ago!) / 1127 views
Similar Jokes
Santa: Mujhe Tou Aankhey
Band Karney Par Bhi Dikhayi Deta Hai
Banta: Achchaa, Kya Dikhta Hai?
Santa: Andhera
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Captain of Military: Naujawanon aage bado
Santa aage nahin bada
Captain: Tum aage kyun nahin bade?
Santa: Apne kaha 9 jawanon aage bado, mein 10ve number pe tha
by Pak101.com (few years ago!)
Docter; achi sehat k lye roz warzish karo.
Pappu;hum roz cricket or footbal khelte hain
Docter;kab tak
Pappu;jb tak mobile ki battery low na ho jae
by Sabir shah (few years ago!)
Chaudry: . Apni shadi nu 5 saal ho gaye tenu pyar da sab se zayada maza kis din aya? . . .
Wife! . Sharmate hue… “tussi us din Multan gaye C”
by Mazhar Khan (few years ago!)
How do you express two words,with exactly the opposite meanings,in a single sentence...?Any
guesses?No?Say:"HAPPILY MARRIED
by Pak101.com (few years ago!)
“I MISS YOU”
.
.
.
.
.
soch soch ker pathan ne reply kia,
.
.
.
.
.
” I MR YOU ��
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Tumhara chehra chanda k saman
tumahari ankh .kan. Naak sab
chandak saman or tumhe kya batye
chanda hamare bandar k nam
by khalid hussain (few years ago!)
Pthan ne galti se ksi ko 100 ka balance bej dia.
Phr call ki
O yara hmara 100 rupy wapis kro
Pnjabi: hmare pas to 80 aya hai
Pthan: ruko ruko yara hum 20 or bhjta hai.
by Pak101.com (few years ago!)