1 Rupia dede Baba

Fakeer: 1 Rupia dede Baba

Aadmi:
Sharam Nai Ati itnay hattay kattay khubsurat nojawan ho k bheek mangtay ho

fakeer:Acha pher apni behan ka rishta day de.

by Pak101.com (few years ago!) / 897 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Sardar

99 sal ka Sardar
SWARG ki raunak aur sundar apsarao ko dekh kar bola-
Ye Ramdev baba k chakr me na para hota to 30 sal pahle hi chala ata...

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek faqeer tha

Ek faqeer tha.

Bheek mangne ke liye masjid ke bahar baitha tha..
Sab namaazi aankh bacha kar chale gaye aur usse kuch na mila..
Wo phir church gaya..
Phir mandir aur phir gurudware.
Lekin usko kisi ne kuch na diya..

Aakhir 1 Beer Bar ke bahar aa kar baith gaya..

Jo bhi sharabi bahar nikalte woh uske katore me kuch daal dete..

Uska katora noto se bhar gaya...

Faqeer bola...
"Waah re Prabhu"
Rehte kahan ho aur address kahan ka dete ho.

by Pak101.com (few years ago!)
Punjaban: Maa aaj

Punjaban: Maa aaj mai nay 1 larkay
ko bewaqoof banaya
Maa: woh kaisay ?
Punjaban : may nay uss ka 500 ka
note aapni sandle may chupa lia aur
woh 2 ghantay tak meri braizer may
dhondta raha

by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Sardar

Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan was waiting 4 Train

Pathan was waiting 4 Train with His Wife

Train Aai, Uper Likha Tha "Khyber Mail"

Pathan Bhag kar Charh gaya. Aur Biwi se kaha:



Jab "Khyber Female" Aye To Tm b Charh Jana.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Yeh sulagata jism

Yeh sulagata jism, Yeh kamp Kampate Honth, Yeh Thartharata bua badan, Yeh ladkhadati aawaz, Mujhe pahle hi pata tha ki tumhe MALARIA hai.

by Mazhar Khan (few years ago!)
Cute Ans.. When a girl asked his Ex-boyfriend

Cute Ans.. When a girl asked his Ex-boyfriend
Girl: Do u still love me?
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy: Pyar ka topta nahi,
lekin mere dost aaz bhi mujhe teri kasam detehai. ?
? Kadir ?

by Pak101.com (few years ago!)
Alllah bachay

Allah Bachaye!

Pagal BV Se.
Or Purane TV Se.

Dubai k Sheikh Se.
Or Nayi k Shave Se.

Orat ki Bewafai Se.
Or Purani Mithai Se.

Haram ki Kamai Se.
Or Bhutto k Jawai Se.

by Razzi (few years ago!)
kon sa Waqt

Molve taqrir me:wo kon sa Waqt hoga jab bhai bhai ka nhi.behen behn ki nhi,maa beti ki nhi,bap bete ka nahi

Pathan:aftari ka waqt;

by hearthackervsgirls (few years ago!)
computer war

1 Pakistani dosre se: Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi???

2nd: Haan! mizaile computer se control hotay hain na...

1st: Phir tau hum jang haar jain gay.

2nd: Woh kese???

1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau???

by Abdul Hannan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Taj Mahal ko kareedh loonga

Motorcycle double stand

Memon Apne Kamre Ko

Khate Time Baat Nahi Karte

Hathi Aur Kele Ki Game

AFRIDI's Daughter

Ek sheikh doctor k pass gaya..

ust Friends: Never ask for f..

Malkan Ap Udaas Kyun Hai

Neutron in the Bar

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook