Tu Dharti Pe Chahe Jahan Bhi Rahe Gi,
Boy: Tu Dharti Pe Chahe Jahan Bhi Rahe Gi,
Tujhe Teri Khushbu Se Pehchan Loonga...
Girl: Mujhe Pehle Se Pata Tha, Tum Kuttay Ho.
by Pak101.com (few years ago!) / 1053 views
Similar Jokes
Husband: Today is Sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets.
Wife: why three?
Husband: 1 for you and two for your parents.
by Pak101.com (few years ago!)
Khali batuwa haath main us kay thama deta hoon main
Yun Hatheli pe kabhi serson jama deta hoon main
Jab kabi begum ka para hud se zyada charh gaya
Sub se pehle jootiyan us ki chhupa de ta hoon main
by Mazhar Khan (few years ago!)
Yaar
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa Aur Banta Aapas Mein Baatein Kar Rahe Hote Hai,
Banta: “Chal Apne Bachpan Ki Koi Baat Bata?”
Santa: “Yaar, Main Bachpan Mein Bahut Taqatwar Tha”
Banta: “Achha Wo Kaise???”
Santa: “Meri Mummy Kehti Hai Jab Main Rota Tha To Sara Ghar Sar (Head) Pe Uthha Leta Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Karachi main Light ka breakdown q hua..?
MQM: Taliban karachi main aa gaye hain.
PPPP: Ye jamhoriyat k khilaf sazish hai.
PML(N): Aaj adliya azad hoti to light na jati.
ANP: Light ki aarh main Pakhtoono ki nasal kashi ki ja rahi hai.
Students: Zaroor FARAZ ne taar kaata hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Car Ki Nilaami Ho Rahi Thi.
1 Lakh, 2 Lakh, 3 Lakh…..
Santa Shocked: “Iss Khataare Mein Aisa Kya Hai? Jo Itne Rate Lagg Rahe Hai?”
Seller: “Iss Ke 10 Accident Hue Hai Har Baar Sirf Biwi Hi Marti Hai, Husband Bilkul Sahi Salamat Rahta Hai”
Santa Khush Hoke: “10 Lakhhhh“
by Pak101.com (few years ago!)
Honesty in politics is much like oxygen.
The higher up you go,
the scarcer it becomes.
by Abdul Sami (few years ago!)
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Abdul Hannan (few years ago!)
Captain: Naujawanon Come Forward
Sardarji Does Not Move
Captain: You Did Not Move Forward, Why?
Sardarji: Oji You Said 9 Jawanon, I Was The 10th In
Line!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lion 1 Buriya Se:
Main Tera Khoon P Jaun Ga
Buriya:
Pena Hai To Kisi Jawan Mard Ka Pi
Uska Khoon Garam Hoga
Sher: Nahi,Mera Aj Cold Drink Peny Ka Mood Hay.
by Pak101.com (few years ago!)