Dukandar after much thinking
Ek Phatan mobile ki dukan pr gya ur Bola:
Mujhe Kaan main Lagane wala mobile chaheye
.
Dukandar after much thinking
"Aap ka matlab hy Bluetooh Handsfree se hy"
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1049 views
Similar Jokes
Doctor: sorry , reports got mixed up. We don't know if your wife has AIDS or Asthma!
husband: What should i do now?
Doctor - Send her 4 jogging, if she returns, don't sleep with her!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa (reading from book of facts): “Do you know that every time I breathe a man dies?” Banta: “Why don’t you use a mouth wash
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Date Pe Cooking Oil Se Naha K Gaya
Girl Friend:
Ap Oil Mein Kyun Nahaye?
Pathan:
Meine Suna Tha K
‘Har Cheez Meezan Mein Achi Lagti Hai’
by Pak101.com (few years ago!)
Shair arz kia hai
pewasta e shajar se umeed e bahar rakh
bachay 2 hi achay ,bivian beshak 4 rakh
by Sabir shah (few years ago!)
Santa Banta Se Tum Ne Mujhe Subha Se 2oo Miss CA|Lz Di Ha Kyon ?
Banta Wo Is Lye MA Tujhe BohatMiss Kr Raha Tha ...=P;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Hathi ne Romntic mod m 1 Chunti ko chera
Chunti ghusy me Hathi ki bv k pas ja k boli
Apny AWARA SHOHAR ko smjha lo
Warna MARD hamary ghar me b hein.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Admi Doctor Se: Lambi Umar Ka Koi Tarika Batao?
Doctor Shadi Kar Lo.
Admi: Kia Is Se Umar Lambi Ho Jayegi ?
Doctor: Nahi ! Ye ShoQ Khatam Ho Jayega ::-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Main ijhar mohabat kar ke thak gaya,
Tab pat chala sali yeh toh behri hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Kal Papa Kuwe Me Gir Gaye Bahut Chot
Lagi,Bahut Chilla Rahe The
Banta: Ab Kaise He?
Santa: Teek Honge
Kal Se Kue Se Koi Awaz Nahi Ayi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Marez:doctor se mere danton main dard rehta hay or ab to danto main kerah bhi lag gya hay.bataye doctor sahib main kya karon?
Doctor….aap aik mahn tak ras or chay lein is ke alawa kuch na khayein .
Aik mahn tak marez rozana sirf or sirf chaye or ras par guzara karta raha magar aik din ras& khatam ho gye jis par marez ne socha ke chalo aj main sirf chaye pee leta hun.aaj guzara ho hi jaye ga.kal ras le aaon ga magar
kere ko acha na laga,foran bahir nikal kar kehne laga
Uncle aj ras nahi hay kya.
by Pak101.com (few years ago!)