Dekho na Wo aadmi mujhe
Wife:Dekho na Wo aadmi mujhe Ghur Ghur k Dekh raha hai.
Husband:Are wo toh Bhangarwala hai,Bekar mal psr nazar rakhna Uski aadat hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 933 views
Similar Jokes
Snta-Yaar lag rha hai mujhe bird flue ho gya he.
Banta -Tuje kaise pata?
Snta-Yaar mera kal se udne ko man kar raha he..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ny NADRA K Office Mai Ja Kar Ek Baat Boli.
Jisay Sun Kar NADRA Waly Pagal Ho Gaye.
Pathan Bola:
"I.D Card K Golden Numbers Dikhao?"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Hospital Me Ek Nurse Se Kehta He: Tumne Mera Dil Chura Liya
Nurse(Sharmakar):
Chal Jhute Hamne To Teri KIDNEY Churayi He
by Pak101.com (few years ago!)
Wife on call:"hey baby, what r you
doing.....??
.
Husband:"office - me bahut
kaam hai bus nipta
ke aata hu. ..and u
sweet heart....??
.
.
.
.
.
wife:"mai club me tere piche
khadi
hu...:p :O :D :D
by Pak101.com (few years ago!)
IIT Exam, Santa got 1 question
Proove : SIN X = 6N
Santa cancelled 'N' from both the sides. Then SIX = 6 & wrote "Kuch to standard rakha karo IIT ke questions ka"
by Pak101.com (few years ago!)
Pati Patni Ki GOD mein leta hua tha.
Patni: Kaisa lag raha hai ji?
Pati: Aise jaise Bhagwan shesh naag ki GodPati mein lete hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Kashmir ki Wadiyon me
Barfili hawaon main
jhil k kinare bethe
RANJHA ko
HEER ne kia kaha??
?
"ULLU K PATHE"
HERO mat bn
Sweater Pehen Le Sale Mar Thand Lag jau gi.
by Pak101.com (few years ago!)
Yeh 8 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahamul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Bolay Rs1000 Ka Balance Share Karna.
8)7th point Pe Ziada Dehaan Dena.
by Mazhar Khan (few years ago!)
changu- yaar mangu bahut der se neend nahi aa rahi hai.
mangu- koi baat nahi tu uska wait mat kar aur so ja.
by Pak101.com (few years ago!)
Masjid k liye chande ki apeal ho rhi thi,
1 admi khara ho k kehta he me bulb lgva donga
Dosra: Me tube lgva donga
Pthan josh me a k kehta he me cable lgva donga!
by Mazhar Khan (few years ago!)