Jab me chhota tha tab me
santa: Jab me chhota tha tab me is ped pe chad jata tha. banta: wo kaise? santa: tab ye ped bhi chhota tha na yaar...
by Pak101.com (few years ago!) / 765 views
Similar Jokes
Power Of Wife.:-P:-P
Shohar Biwi se: Ye kya tum 1 or suit ly aai?
Abi parso hi to..
Bv chilla kar boli:
Kya parso?
Bolo…
Bolo kya kaha tum ne?
Ruk kyn gaye ?
Kya parso,
parso kya,
bolo jaldi!
Jaldi bolo na,
Batao kya parso…?
Shohar: Kuch nahi, main bus ye keh rha
tha k parso b ek hi suit lai thi pagli,
aaj to 2 ly aati.;)
by A. Sami (few years ago!)
DAD : When I beat you, how do you control your anger ?
SON : I start cleaning the toilet.
DAD : How does that satisfy you ?
SON : I clean it with your toothbrush..
Hit LIKE if you smile
by Pak101.com (few years ago!)
Tribute To Pakistani Doctors.
Dr. To Patient’s Frnd:
Agar 1 Ghanta Pehle Le Aate
To Hum Isse Bacha Lete
Frnd:
Abay, Adha Ghanta Pehle
To Accident Huwa He.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
dad-exam kaisa hua?
son-Q. no 1 chhut gaya. 3 ata nahi tha. 4 karna bhul gaya. 5 nazar nahi aaya.
dad-Q. no 2 ? son-bas wahi galat ho gaya.. (-;
by Pak101.com (few years ago!)
Santa apni grlfrnd k saath 1st datepe:
”Ye meri pehli date hai darling..........agar koi galti ya kami reh jaye toh chhotabhai samajhk maaf kar dena..:p :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,
Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?
Pathan: "SORAKH"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi!
by Pak101.com (few years ago!)
Star Plus Serials:
1st Episode:1 Larka or Larki Miltay Hay.
.
78th Episode:Dosti ho JAti ha.
.
124th Episode:
Larka Kya tum Mujsa Shadi Karogi?
.
310th Episode:
Larki:I am Married.
.
540th Episode:
Larki Ka Shohar Mar Gya.
.
570 Episode:
Larka ki Shadi ho gai.
.
630th Episode:
2no Phir Milay Purani Mohabbat zinda Hui.
700th Episode:Larki na larky ki Biwi ko Marnay ki Khosish ki.
.
800th Episode:
Drama Daknay Wala Khud Mar Gaya.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Aadmi Doorbeen Se Asman Dekh Rha Tha Pathan Bhe Pas Khara Ho Kar Dekhne Lga
Achank 1 Tara Tuta
Pathan Zor Se Chilaya:
“Wah Ustad Kya Nishana Hai.;-):
by Pak101.com (few years ago!)
Before Marriage
Girlfriend: Chand kahan hai?
Boyfriend: Ek upar ek tum.
After Marriage
Girlfriend: Chand kahan hai?
Boyfriend: Woh kya tera baap upar lalten leke khada hai..!
by Pak101.com (few years ago!)