Banta : Dekh Santa Ek Saanp
Banta : Dekh Santa Ek Saanp,Teri Biwi Ko Kaat Raha Hai.,Santa :D ar Mat Yaar.Vo Kaat Nhi Raha,Vo To Zehar Bharwane Aaya Hoga
by Pak101.com (few years ago!) / 758 views
Similar Jokes
is jaahaa pe ledkiya nahi hoti to kya hota?
Goliyan sunsan,
college biran,
duniya pereshan,
tanha insan
... na janu na jaan,
har taraf bas
JAI HANUMAAN.
by Pak101.com (few years ago!)
What do you call a deer with no eyes?
No idea!
What do you call a deer with no eyes and no legs?
Still no idea!
What do you call a deer with no eyes, no legs and is on fire?
Still no flaming idea!
by Pak101.com (few years ago!)
Jeeto: Kal raat um mujhey neend main gaaliyan day rahay thay?
Santa: Tumhari galat fahami hai.
Jeeto: Kaisi galatfahami?
Santa: Yehi ki mein soya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne Ek Naya Kamaal Kiya…
Wo BANK me jaaker so gaya
Puchho kyun?
Kyunki….
Usne board par Bank ka advertisement padha.. ki
“Yaha SONE Par LOAN Milta Hai”
Innocent Sant
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Dukhi Baap Apne Khas Dost Ko Apna Dukhda Suna Raha Tha.
Baap: “Mere Char Bache Hai, 1st Mba, 2nd Mca, 3rd Phd, 4th Chor Hai”
Dost: “Chor Ko Ghar Se Nikalte Kyun Nahi?”
Baap: “Wo Hi To Kamata Hai, Baqi Sab Berozgar Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Jab main paida hua tha to military walon ne 21 topein chalayeen thi.
Santa: Kamaal hai! Sab ka nishana chook gaya?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Bike Pe Ja Raha Tha.
Admi Ne Rastey Pe Jatey Pathan Se Poucha?
Sir! Apko Lift Chahey Kia?
.
.
.
.
Pathan:
Nahi Hamara
Ghar Tou Ground Floor Pe Hai.:-P
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Pak101.com (few years ago!)
2 charsi cricket match dekh rhay thy.
Afridi ne 6 mara.
Pehla charsi: Wah kiya goal kia hay.
Dusra charsi: Bewaquf goal is me nhi, cricket me
hota hay.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Molvi Apne 16 bacho
Aur BV k sath Dost k ghar Dwat pe gia
Dost ne itni bari Family dkh kr
Ghusa main kaha,
“Hayaa nhi i?”
Molvi:
Nhi Us k pepar ho rahy hain
by Abdul Hannan (few years ago!)