Our brilliant Santa
Our brilliant Santa does it again-
Teacher- Which is ur favourite dish?
Santa- TATA SKY!!! ;
by Pak101.com (few years ago!) / 907 views
Similar Jokes
Ek pathan rozana apne parosi ki bellBaja kar bhaag jata tha
Ek din parosi ne pakar kar poocha, ye kya harkat hai?
Pathan: Ye hum miss bell marta hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jay- Is Gabbar Ka Kya Karu,
Veeru- Ise Sui Chubo Chubo Kar Mar Do Aur Sui Is
Ke Side Me Rakh Dena,
...Police Samjhegi Sui-Side Ka Case He.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wo larka aj bi garmi se mar raha hai
jissy us ki girl friend ne 6 saal pehlay kaha tha k tum jacket me salman khan lagte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ek pathan shadi ki raat ko bhaut preshan huwa ke apni biwi se kiya bolun?
Akhir woh bola
kiya aap ke ghar walon ko pata haiy ke aap yahan mere sath ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
musharaf ki car k neechay 1 puppy a k mar gia,he told driver 2 find owner 2 give compensation.driver went and when came back he had a lot of rose around his neck..driver replied "sir mainay ye kaha mian president musharaf ka driver hoon,kuttay ka bacha mar gia hai? ahahahahahah
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar martay waqt apni Biwi se: Mere marne k baad tum Shafiq se shaadi karna.
Biwi heraani se: Who kion?
Shohar: Meri us k saath jhagra hua tha aur main us se badla lena chahta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Kid-aunty mummy ne 1 katori chini mangai h
Aunty(haste hue(-acha aur kuch kaha mummy ne? Kid-ha
kaha vo kutti na de to
samnewali kamini se le aana..
by Pak101.com (few years ago!)
Daku pathan k ghar ghus gaya
aur bola jaldi btao sona kahan hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pathan: pagal ka bacha! itna bra ghar hai, kahin
bhi so jao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik dost(dosre se)main aj ehadkiya hay ke main aynda shart nahi lagaon ga. Dosra dost lekin tum esa nahi kar sako ge. Pehla dostshart laga lo.
by Abdul Basit (few years ago!)