Doodh waly sy
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho?
Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Pak101.com (few years ago!) / 1058 views
Similar Jokes
Musafir : Beta thoda pani milega..?
Boy : Agar lassi de du to chalegi.
Musafir : Bahut achha hoga
...
boy lassi le aaya,musafir ne 5 pyale lassi peene ke
baad pucha : Kua tumhare ghar me koi lassi nhi
peeta...?
Boy :Peete to sab h lekin aaj lassi me MENDAK gir
gaya tha or usme hi mar gay....
Musafir ne gusse me pyala zameen par de mara....
Boy :Rote hue bola "Mummy inhone pyala tod diya
ab hum Billi ko paani kisme pilayenge.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rikshewala: Bus Stop k 20 rs.
Santa: Saman b sath me hai.
Riskhewala:- Saman Free hai.
Santa:- Okay saman le chal maine padal aata hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo was writing something very slowly.
Santa: Why are you writing so slowly?
Laloo: I am writing to my 5 years old kid Jhurlu, he can't read very fast.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap : Beti tum bari ho kar kiya karo gi ?
Beti : shadi
.
.
... .
.
.
.
.
.
Baap : buri bath beti .. abhi se kisi ka bura nahi sochte.
by Pak101.com (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Aapko isse pehle kabhi heart attack hua thaa kya yaa first time hua hai ?
Patient: Haan doctor sahab, ek baar; last time jab aapne bill diye tha tab hua tha….
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bihari cycle chalate aur gungunate hue kahin ja raha tha aur raaste mein ek aurat se takra baitha.
Aurat chilla kar boli: Break nahi maar sakte they kya ???
Bihari: Poori cycle to maar di, abhi break maar kar kya faeda
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to Santa: Aisi kisi jagha ka naam batao jise banaya to adami ne par phir bi wo waha ja nahi sakta?
.
.
.
Santa: Ladies toilet
Santa Rocks....Teacher shocks
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Fauji Afsar Sardar Recruit Sey:
Agar Maidan Mein Tumharey Pass
Gholiyan Khatam Ho Jayein To Tum Kya Karo Ghey?
Janab Mein Awazein Nikaloon Gha
Dhishkoon,Dishkoon
by Pak101.com (few years ago!)
Wife shopping karke wapas aayi,
To husband wife se samaan laate hue bola,
“Zaror Tm Mere Khane K Lye Kch Lai Hogi?”
Wife : Bilkul theek kaha, esme mere new sandel hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)