Shadi ke bad dusre din
Shadi ke bad dusre din Parul apni dady se: Meri unse ladai ho gayie!
Dady: Shadi mein jhagde toh hote rehte hai fikar mat karo.
Parul: Woh toh thik hai par ab “LAASH” ka kya karu
by Pak101.com (few years ago!) / 846 views
Similar Jokes
ASrdar: Yar aj mujy ajeeb msg aya or mera mobile off ho gya..
2nd Srdar: Kya likha tha.?
Srdar: Battery low..
2nd Srdar: mUjy sEnd kr, sb kO tAng krUn gA..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Shaikh: Ye kela ktne ka?
Kele wala:5 rupees.
Shaikh:2 rupy ka deta hai?
Kele wala: 2 rupy me to sirf chilka milega.
Shaikh: Le 3 rupy, chilka rakh aur kela de
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: kahaa gayaa thaa yaar?
Banta: girlfriend ke saath movie dekhne
Santa: kitna kharchaa huaa?
Banta: 500 Rs
Santa: itnaa huaa kya?
Banta: kya karu? uske paas itnaa hee thaa yaar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Bank k samnay mongphalli bech raha tha. Ek dost nay pathan say 1000 rupay udhar mangay.
Pathan nay bahana banaya: Yara! hamara Bank k sath agreement hai.
Bank mongphalli nahi bechay ga,
.
.
.
..
.
aur hum kisi ko loan nahi day ga :D hahaha
by Zaid Mughal (few years ago!)
Santa: Office jate waqt Rumal, Chasma & Mobile bhool gaya
Niche se wife ko bala de do
Wife ne Chasma phenka toot gaya, Mobile phenka toot gaya
Santa: Tum rahne do me rumaal lene upper hi aa raha hun
by Pak101.com (few years ago!)
Santa te Banta kisi da afsos karan gaye.
Ik kudi Bante de gal lag ke ron lag payi.
Santa to girl: Idhar aao ji, eh mere vi ohi lagde c jo Bante de lagde c.
by Pak101.com (few years ago!)
height of irritating
boy-pen h ?
grl-nhi h..
.
.
thodi der baad
boy-pen h ?
grl-bola naa nhi h..
boy-pen h..pen ??
grl-bola naa nhi h..ab pucha toh HATHODA maar dungi..
boy-Hathoda h ??
grl-nhi....
boy-toh phir pen h pen ??
:D:D:p
by Pak101.com (few years ago!)
Wapda walo
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Menu Mobile te Charge Kr len day
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Batao kay chooza anday say
kaisay nikalta hai???
Pathan: Miss yeh baat itna important nai..
Soochnay wala baat yeh hai kay chooza
Anday main ghusa kaisay????
by Pak101.com (few years ago!)
Lady to Dr : Mera beta motorcycle se gir gaya.
Dr. : I don’t know hindi, please talk in English.
Lady : Sir I no speak English.
Dr. : Try please.
Lady: My londa gironda from hero honda.
by Abdul Sami (few years ago!)