Aaisa kab hota hai
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!) / 1502 views
Similar Jokes
Dil Ke operation ko BYEPASS Q kahte hain????????
Socho Socho,
??????
Q Ke agar operation theek ho Gaya to PASS,Warna BYE :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Agar Koi Ladki Ghar me Bhi Make up laga kar Ghume to Samjho...
.
.
.
.
.
.
Ki
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Uska Mobile Phone 3G Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya
Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sir: pani me rhne wale 5 janwar k nam batao?
Santa:mendak
Sir: 4 or batao
Santa: mendak ki mummy, uske k papa,
uski ki behan
uski ki item.
by Pak101.com (few years ago!)
kaun banega crorepati ?
1 crore ka sawaal wo dono kaun
hain???
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
jo nokia mobile onn karne par
haath milate hain????? :-P =D
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Boys are intelligent than girls! Girl: Any proof?
Boy: You always say intelligent but u never say intelliLADIES.. :-p
Great people
Great thoughts.
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Bohat taiz bhagtay bhagtay ruk gaya....
Why?
Aby Saans phool gai thi uski...
Tum log bhi na Jaan le lo Pathanon ki.
by Abdul Hannan (few years ago!)
A sheikh boy fall in love with sheikh girl
Larki: jb sub so jain ge to main gali main sika phenkon gi tum faoran andr ajana
Lekin Lrka sika phenkne k 1 ghante baad aya
Larki: itni der Q?
LARKA: Me Sika Dhoond Raha tha
Larki: Pagal Wo To Main Ne Dhaaga baandh K phenka Tha…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sir: Kaunsa bird sabse se Tez udtha hai?
Boy: Haathi. Sir: Nalayak,tera baap kya karta hai?
Boy: woh ......... ka unit incharge hai
Sir: Shaabaash
haathi
Sahi jawab
by Tanveer Hussain (few years ago!)