Pichi baar bhi tum 500
Judge:-pichi baar bhi tum 500 rupyee churaane ke ilzaam main pakde gaye the.
Chor:-huzur,500 rupyee s kitne din kaam chalaya ja sakta hai?
by Pak101.com (few years ago!) / 982 views
Similar Jokes
Sardar Ji in Practical Exam
In bio practical:
Examiner: Tell me the name of this bird by seeing its legs only?
Sardar: I don't know.
Examiner: You r failed, what's your name?
Sardar: See my legs & tell my name
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Amitabh Public Toilet Me Se Pura Bhig K Aaye,
Jaya:
Aap To Susu Krne Gye Thay?
Amitabh:
Jaise He Mai Ander Gya,
Koi Bola "BIG B"
Aur Sab Meri Taraf Ghum Gye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sonay k baad bi us k hath ka angutha hilta raha
faraz
us ko 15 rupee me 1000 sms karne ki adat ho gai thi
by Sabir shah (few years ago!)
4 SECRETS OF SUCCESS FOR STUDENTS:
1- Kabhi Top na karo warna log tum sai jalney lagengy
2- Hamesha Late class mai jawo, es tarah har teacher tumhy yad rakhy ga
3- Zyada Parhny se Time zaya hota hai, owr Time zaya karna Gunaah hai
4- Khabi Test na do, kionke be-ezati ke 3 marks se Ezat ke 0 achay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher:
"Qarz-E-Hasna Kisay Kehte Hain"?
Pathan:
"Jab Qarz Denay Wala Paise Wapis Mangay, Aur Qarz Lene Wala HANS Day, To Usay Qarz-E-Hasna Kehte Hen"!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Bus Me Pori Seat Par Pheal Kar Betha Tha
Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mange
Pathan:Oye Tere Ko Pta Nahe K Me Kun He?
Aadmi Dar Gaya Aur Khara Raha
Next Stop Se Ek Aadmi Carha Aur Jaga Mangi
Pathan Ne Phr Bharm Karwaya
Us Ne Pathan Ko Pakar Lia Aur Kaha Bta To Kun He?
Pathan:Muhammad Gul Khan Zai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GOLU ankhay band Kar k shishee k samne betha tha..
MOLU ne pocha khan bhai kia karrahe ho..??
GOLU bola yar hum dekhraha hai k hum sota hua kesa lagta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala:
Arey O Bhai Khaali Ho
Kya… ? Rikshaw Wala:
Haan G Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash
Khelty Hyn . . . =P ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar: Goal Karnay K Liye.
Laaloo: Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)