Is talwar ko dehkta hun
Pati:-jab bhi main is talwaar ko dekhta hoon to
mujhe ladai per jaane ka mann karta hai.
Patni:-to phir jaate kyon nahin?
Pati:-phir unki tooti hui taang yaad aa jaati hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 974 views
Similar Jokes
Train M Sawar GOLU:Thookna H,Kaha Thooku
MOLU:Agle Aadmi Ki Jaib Me Thook
G:Use Pata Chala To
M:Jb Maine Teri Jaib Me Thooka To Tuje Pta Chala Tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Deo laga ke Bus pe chadhi,
Ladke ne comment paas kiya Aj kal Phinayal ka Use zyada hota hai'
Ladki boli: 'Fir bhi makkhiya pichha nhi chhodte'
by Pak101.com (few years ago!)
"Room Service? Can you send up a towel?" "Please wait someone else is using it."
by khalid hussain (few years ago!)
Teacher to Student:
“Can You Define Who is a Lecturer…???”
Student:
“A Lecturer is a Person
Who has a Bad Habit
of Speaking when Someone is Sleeping.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Tumhe kyu arrest kiya gayaa hai?
banta: maine 50 rupaye ka chillar diya. isliye.
santa: usme kya galti hai?
banta: maine chillar mein do 25 rupaye ka note diyaa tha :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Aadmi Bahut Der Se Chand Ko Dekh Raha Tha.
Aur Thodi Der Baad Bola:
"Jalte Raho Beta, Jab Bijli Ka Bill Aayega Tab Pata Chalega.
by Abdul Hannan (few years ago!)
GOLU Papa muje Nokrani se pyar he Mai usse shadi kruga Baap Nokarani ko rani banane ka na socho GOLU Kyu Baap Yhi galti mei ne b ke thi beta
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko
Main Wapis Loot Jata Hoon Tumhain
Manzil Mubarak Ho Nai Rahein
Mubarak Hoon Magar Phir Ae Mere
Humdum …Mujhe Itna To Btla Do K
Wapis Kiss Taraf Joun Kahan Se Sath
Lai Thay Mujhe...
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)