pathan fractured!

Pathan 2 Doctor:
Poray Jism Main Kaheen Bhe Ungli Lagaon
To Bohat Dard Hota Hai.

Doctor:
Suggested Full Body XRay
When He Checked XRay ,
He Found Frecture In His Ungli.

by Abdul Hannan (few years ago!) / 975 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta

Tumhe Dekh Kar Aisa Lagta Hai Ki Insaan Pahle Bandar Tha! Dekho Ghussa mat Hona Warana Aisa Lagta Hai Ki Insaan Aaj Bhi Bandar hai

by Mazhar Khan (few years ago!)
Very Good Intelligent Hoo

1
2
3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
Very Very Very Good
Intelligent Hoo
Kaal A-B-C-D Seekehngay.

by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte

Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.

Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?

Ladke ne palat kar jawab diya, Sahi farmaya bhabhi ji

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar

Sardar Ji and Hitler Joke

Hitler says,
"There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary"

Sardar says: Ab bolne se kya faayda? "Jub kharidi thi tab hi check karna tha na"

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Moving on road

Snta & Bnta moving on road at 12midnight
Snta:Bahut garmi he yaar
Bnta:HA yaar
Din hota to kahi chhao me baith jate.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pani dam karwana hai

Maan:beta 1 neik larki talash karo jo namazi parhezgar pardedar neak seerat ho.
Beta:ye to btao us se shadi karni hai ya pani dam karwana hai

by Sabir shah (few years ago!)
Fakeer: Allah kay naam pe day do beta

Fakeer: Allah kay naam pe day do beta

Boy: Mauf karo baba

Fakeer: Kuch to day do beta

Boy: Acha aisa karo ye jo sms parh raha hai issi ko lay jao

Fakeer: Bheek mangi hai Bheekari nhi manga…

by Pak101.com (few years ago!)
Do bache

Do bachche aapas main baat kar rahe the.
Pahle bachcha:-pata hai,mere papa kal nai mummy
laye hain ,wo bahot achchi hai.
Doosra bachcha:- pata hai pata hai, pichle saal who
meri mummy reh chuki hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Polio team darwazay pe ai

Polio team darwazay pe ai
Pathan: begum Bandooq or kartoos kahan hen.

Polio team bhagi

Pathan ne awaz di: Ruko ye humare bachon k naam hen

by Pak101.com (few years ago!)
3 Banday Hajj Nahi Kr sktey

3 Banday Hajj Nahi Kr sktey

1) ASIF zarari , Q k Koi Shakhs Apney ap ko Pathar Nai Mar sakta !!!!

2) ALTaf bhai , Q k hajj telephone pe nahi ho sakta!!!! :-

3) Nawaz sharif , Q k koi shakhs
1 Crore k Bal Lagwa kar Tind nahi Karwa ay ga...

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Facebook lover

Barnum & Bailey

Lanat bhej raha ho

Similarity Bw MOBILE And MAR..

Funny

Pathan

Google Ziyada Acha Hai Ya Ya..

Izat kam hojati hai

Mr. See and Mr. Saw

Tum cricket dehkte ho

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook