Books Saamny Rakh Kar
Sara: Kya Aapko Pata hai?
Books Saamne Rakh k Bhi na Parhne Wali Beemari Ka kya Naam hai?
Chaudhary: Aahoo!!! Begherati
by Pak101.com (few years ago!) / 626 views
Similar Jokes
Medical College ki Larkiyan
Sardar: Agr khjoor k darakht pe char jaon to kia engineering college ki larkian nzer aen gi?
Pathan: Han! Or hath chor de ga tu medical college ki bhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan ne machis KI tili jalai
na jali
dosri jalai
na jali
tisri tili jalai
wo jal gai
to Pathan ne jaldi se bujha di
aur bola
ye kaam ki hai rakh leta hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sale badhane ka naya tarika
EK Hotel Malik ne Bahar Board Pe Likha.
"Agar Aap Khana Nahi Khaoge To Aap Aur Me Dono Bhukhe Mar Jayenge."
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: tumhari sehat bohat kharab hai,
cigrrete-noshi chor do.
.
.
.
Pathan: ye nahi ho sakta kyon k cigarrete to chor donga.
Magar noshi meri biwi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Meray pass aap k liay aik bad news and aik bohat bad news hai.
Patient: Well, pahilay bad news batain.
Doctor: lab k test results k baad aap 24 hours aur zinda rahain gay.
Patient: 24 HOURS!!! Aur bohat bad news?
Doctor: Mai aap ko 24 hours se talaash kar raha tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Santa Ne Ek Chhote Bache Se pucha- Apke Papa Ka Kya Naam He.?
Bacha Bola- Abhi Naam Nhi Rakha,
Bas Pyar Se Papa-Papa Kehte
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS “NARRA”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI: Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta.
by Pak101.com (few years ago!)
Private school k bachy zoo mai,
look the monkey is sleeping,let’s not distrb him.
Govt school k bachay
O wekh tera peyo sutta peya a,leya onu watta mariye
by Pak101.com (few years ago!)
Murgi anda deti hai
aur
gaae dhoodh deti hai wo kia cheez hai jo anda bi deti hai aur doodh bi
dukandaar
by Sabir shah (few years ago!)