Santa Ki Chappal Chori Ho Gyi
Snta Ki Chappal Chori Ho Gyi
Wo Qabristan Paucha Or Waha Baith K Kehne Laga
Chor Ko Kaha Dhundne Jaye Ek Na 1 Din To Yaha Ayega Hi.
by Pak101.com (few years ago!) / 893 views
Similar Jokes
Pathan ka interview tha,
Sawal aya: English main translate karo,
Main Nokri ke lye bohat umeed se hu,
Pathan: I am Pregnant for the Job
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Pahli baar Sasural Gaya,
Uski Saas Ne Use 7 Din Tak
Subah-Sham Palak Ka Saag Khilaya.
8ve Din Saas Ne Pucha: “Beta, Kya Khaoge?”
Aadmi Bola: “Mummy Ji, Khet Dikha Do, Khud Hi Char Aaunga“
by Pak101.com (few years ago!)
pathan ne aik ghar ma chori ki...
sab kuch lutny k bad
jaynamaz bhi utha li....
Malik bola: "ye Jaynamaz tau chorr jao"
Pathan:
Khocha hum tum ko kia kafir nazar ata hai.. :D :D
by WAQAR (few years ago!)
A man to Sardar : Aao ji chess khelein.
A man to Sardar : Aao ji chess khelein.
Sardar : Tu chal main sports shoes pehen ke aata hun!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ustaad shagird se: Baal baal qarze mein jakre hona ka jumla banao. Shagird: Us ka baal baal qarz mein jakra howa thaa lahaza us ne baal katwa diye aur aab woah ganja phirta hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sonu- Abe, Tune School Aana Q Chhod Diya
Monu- Yaar, Actually Mere Dad Keh Rahe The Ke
1 Jagah Bar Bar Jane Se Izzat Kam Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 Ghar se chuntiyo(ants) ki kataar darwazay se bahar nikal rahi thi.
GHAR k malik ne pucha,"tum sab chuntiya, kaha ja rhi ho."
CHUNTIYA boli,"tum jese kanjus aadmi k ghar pe rehne se acha hay k ham kisi aur jaga HIJRAT(MIGRATE) kar jae..."
MORAL:
yar kuch to sharam karo. ITNI kanjusi b achi nhi hoti ;)
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq
hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh
mera bhai, baat hai samjhny wali, ab
radio me Aap rotiyan tou nai la skty
na.;-)
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Sardar and Police man
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
anta: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)