Ustaad Ki Khidmat Kar Raha
Teacher: Dekho Wo Apnay Ustad ki Khidmat Kar Raha Hai.
Isay apni Zuban May Tehreer Karen.
Student: Woh Dekh NUMBER BARHA RAHA HAI...
by Pak101.com (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
Teacher: Hero Bhadur Hota Hai, Heroin Khubsurat Hoti Hai, Tum Kia Banna Chahtey Ho? Bhadur Ya Khubsurat? Student: Dono, Yani . . . "Heroinchi"
by Pak101.com (few years ago!)
Hamaree light thu ab is tarah say aathee hay Faraz kay jaisay shadi kay baad larhe ki baap kay ghar athe hay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
# Lo G! Ab Peshawar K Pathano Ne Ek Aur Faisla Kya Hai.
.
.
Agar Saudi Arab Main Baarish Hogi To.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Peshawar K Saray Pathan Chhatri Le Kar Ghoomain Gay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa : Mobile me kuch mp3 load krna he
Servicing Man : Memory card he?
Santa : Nahi kya Ration card chalega?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Miss: Aaj Tum Late Q Aae?
School 7 baje Shuru Hota Hai Fir der Q Ki?
Kid:Miss,Aap Meri Itni Fikar Mat Kiya Karo Log Galat Samajhte Hai.!
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch to taras kia hota
:~
aae zalim pathan
kia mila tujhe humari phool jaisi bachian rula kar from bangladesh
by Sabir shah (few years ago!)
breaking news:
shahid afridi ny gulshan-e-iqbal block 13 mein tandoor kholny ka faisla kar liya hy.
.
.
;BOOM BOOM CHAPATI
by sarmad abbas (few years ago!)
Interviewer:- Agar Do Gaadiyan Ek Line pe aa gayi to kya karoge? Santa:- Jee, Red Light dikhaunga Interviewer:- Red Light na ho to? Santa:- Torch Dikhaunga.. Interviewer:- Torch na ho to? Santa:- Apni Red Shirt utaar kar dikhaunga.. Interviewer:- Shirt bhi Red na huyi to? Santa:- Fir Main apne Bhuaa k Ladke ko bulaunga.. Interviewer:-Wo [...]
by Pak101.com (few years ago!)