saradr & wanted poster

Once a sardar was looking at a WANTED poster & was
wondering -
Saala wanted tha to photo kheenchne ke baad use jaane
kyon diya ?

by Abdul Hannan (few years ago!) / 953 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Qayamat k din

Qayamat k din allah pak sub ko aik

paper dega k apne apne gunah lekho

sub likh rehe honge achanak aap ki

awaz ai ge ” supply plz”! :-) )

by Mazhar Khan (few years ago!)
Dost asked to sardar

Dost asked to sardar:Truck Dekh Kr Tum dar Q jatay Ho?

Sardar replied: 1 Truck Driver Meri Biwi Ko Le Kr Bhag Gaya Tha..

Hr Bar Lagta Hai Jesay Usko Wapis Krnay Aya Hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki chand k barey mey new theory.



Moon is better than Sun because
Moon gives light in night
when light is needed
but Sun gives light in day
when light is not needed.

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aba Ji Ki Is Baat Ko Palle Bandh Lo

Baba Saxidas Ki Baat Pe Zara Gaur Farmaiyega. Ladki Ki Hasi…..

Aur Kutte Ki Khamoshi Par Kabhi Bharosa Nahi Karna Chahiye.

by Pak101.com (few years ago!)
Jab Maine ache kapde Pehn

Pati- Jab Maine ache kapde Pehn k Bazar Jata hu to Sabziwala sabzi mengi deta hai Jab Gande Kapde pehn k jata hu to sasti

BV- Kal se Katora le k jana

by Pak101.com (few years ago!)
1 pagal dosry pagal se udasi se:

1 pagal dosry pagal se udasi se:

Sab log hume pagal kyon kehty hain?

Dosra pagal: Tu dafa kar yaar…

ye le Tamatar. Aur SAKANJWI bana…

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu ko dost ne dinner pe bulaya.

Pappu ko dost ne dinner pe bulaya.
Pappu jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga
tha,
Aur likha tha maine bewqoof banaya tumko….
Pappu ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nurse Ka Mangaitar

1 Nurse Ka Mangaitar Usay Bari Hasrat Se:
“Jaanu Kash Mujhe Koi Haadsa Paish Aata
To Main Tumhare Ward Main Admit Hota,
Tum Meri Khidmat Karti
Aur Main Jaldi Theek Ho Jata”,
Nurse:
Jaan Tumhe Mere Paas Koi Hadsa Nahi
Balkay Moujza Hi La Sakta Hai,
Kyon K Main DELIVERY Ward Main Hoti Hoon …

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan apni unparh BV say

Pathan apni unparh BV say:

Pathan apni unparh BV say:
Chal honeymoon per chaltay hain.

Wife: Nahi mujhe kapray dhonay hain tum meray bhai ko lay jao.

Pathan:O Yessss !!!

by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan Ko Pehlay Rozay Par Maar Pari

Pathan pehle Rozay ko masjid me naat parhne gya
sab logo ne usy buhat maara

Kyun?

Kyun ke pehle hi rozay mein naat parh raha tha

“Alvidah Alvidah Mahe’y Ramzan”

by Raju (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Munna bhai k ghr ladki paida..

Sardar rishta mangne gaya

Mubarak Ho Khan Sab

Pichli Seat Pe Baith Gaya Tha

Galileo used 2 study

Bat ki paki hain

Sardar

Khamoshi Ka Matlab

Abba idher AA.

chinese lady pakistani lady ..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook