Qayamat k din
Qayamat k din allah pak sub ko aik
paper dega k apne apne gunah lekho
sub likh rehe honge achanak aap ki
awaz ai ge ” supply plz”! :-) )
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1077 views
Similar Jokes
MOM I'm drunk WHAT!!!!!! i said I'm drunk
HOW DARE YOU!!!!! SLAP
I was drinking bud lite OK good night
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Hey, I bought a New i-Phone 5s
Girl: WOW!!
Konsi Company ka Hai??
Boy: Ja Behan Tu Ghar Ja,
Reebok ka Hai..:-D
by lescol (few years ago!)
Pathan Ko Drip Lagi. Jab Drip End Hone Lagi To Ussne Apne Bhai Se Kaha.
Pathan: “Jao Sister Ko Bula Ke Lao”
Bhai Gaya Aur Teen Din Ke Baad Peshawar Se Apni Behen Ko Le Aaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Kal raat kitaab kholi to ehsaas hua..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kitaab kholne se jo nind aati hai na...
wo neend ki goliyaan khane se bhi nahi aati =)) :D
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi se phele Ka
PYAR:
.
.
.
.
“Janu Tum Nahi
To Main Nahi
OR
Main Nahi
To Tum NAhi”
AUR
Shadi K Bad Ka
Pyar:
.
.
.
.
.
“KAMINI”
Aaj Tu Nahi
YA Main Nahi….:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Agar Koi Aap ko Kahy...
"Oye Insaan Ban Jao"
To
.
.
..
..
.
.
.
.
.To Aik Baar Koshish zaror kr lena
Baqi Allah Ki Marzi.
by Yasir Shahzad (few years ago!)
GOLU & MOLU Raat ko Chhat Pe So Rahe The
MOLU to GOLU - Yaar Maachis Kahan Pe Hai?
GOLU: Teeli Jala k Dekh Le Yahi Hogi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Shakhs (doosray say): Mein M.A pas hon.
Doosra shakhs mein poori ABC pas hon.
Amir (Nasir say): kia tum English jantay ho?
Nasir: han agar Urdu mein boli jaye.
Aik dost (doosray dost say):Meri aankh mein dard hai koi ilaaj batao.
Doosra dost: meray dant mein dard tha, mein nay nikalwa dia tum bhi aisa hi karo.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Me niyyat kerta hon bijli band kerne ki .
Band kerni h poore 2 ghante k liye.
Hakoomat k zulm ghareeb awam per .
Haath mera switch ki tarraf.
*””O GAYEEEEE….”’*
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chohy talwar le kr bhag rhy thy .
Sher ne pucha Kia hua? .
1 chuha bola hathi ki beti ko kisi ne propose kia Or nam hmara aya ha .
LAASHEN BICHA DEN GE LAASHEN
by Mazhar Khan (few years ago!)