Sante Ne 1 Makkhi Pakdi Or Pankh TodKar
Sante Ne 1 Makkhi Pakdi Or Pankh TodKar Bola: Ud Ja! Makkhi Nahi Udi!
Santa- Isse PROVE Hua Ki Makkhi K Pankh Tod Do To Wo Behri Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Bahut der k baad train chali.Muslim bola_ya Ali !
Hindu bola_ jai bajrang bali.Ek sardar bola_kya
Ali,Kya
Bali?Ullu k pattho, Train to baju wali Chali
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sochte huwe bhi dar lagta hai.
If women could read minds,
every second man will get slapped. ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
manager ne aanewale se poocha, "kya tumhe pata
nahin ki aagya ke bina andar aana mana hai."
aane wala, "janab, main aagya lene ke liye hi andar
aaya hoon."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pita Ji Ne Apne Bete Ko Gusse Se Dant Te Hue Kaha
Baap: “Nalayak Kabhi Tumne Apni Koi Book Khol Ke Bhi Dekhi Hai?”
Beta: “Haan Papa Roz Kholta Hoon Ek Book”
Baap Hairani Se: “Konsi?”
Beta: “Facebook“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mujhe Raat Bhar Neend Nahi I.
Banta: Q?
Santa: Q Ki Kal Raat Bhar Neend Mein Yahi Sapna Dekhta Raha Ki Main
Jaag Raha Hu
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife: Suntay Ho Jii,,
Khush Naseeb ko English me kiya Kehty Hen??
?
?
?
?
Husband: UNMARRIED....;-p
by lescol (few years ago!)
is jaahaa pe ledkiya nahi hoti to kya hota?
Goliyan sunsan,
college biran,
duniya pereshan,
tanha insan
... na janu na jaan,
har taraf bas
JAI HANUMAAN.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Sabaq Parh Sadaqat ka Amanat ka Shujaat ka..
Sardar : Lo, kar lo gal,
Apna Yaad nai honda tay hun inna 3naa da vi yaad kariye,
by Pak101.com (few years ago!)
Yar ek number hy, is
pe cal kr k pta kro k yay kn hy?
kuch kahe to 2,,4 suna bhe dyna.
Sala apny ap ko police wala kehta hy.
Number yay hy.
.
.
.
“15?
by Abdul Sami (few years ago!)