Funny
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k
thak
gaya..
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra
pasand nahi aaya..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat:” Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi
lene
aayi thi…:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 955 views
Similar Jokes
?2 cockroach ICU Me ek dusre k bagal me admit the..
1st- Kisne maara?
2nd- Arey koi nhi, 1 ladki mujhe dekh k itna chillayi k heart attack aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:-are yaar banta tere daant kaise toot gaye?
Banta:-hasne ke karan.
Santa:-who kaise?
Banta:-are yaar main ek pehalwan ko dekh kar han pada.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar talking on cell.
2nd Sardar : Kis se baat kar raho ho.
1st Sardar : Biwi se…
2nd Sardar : Itne… Pyaar
1st Sardar : Tumhari hai…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Captain: Nau jawano aage bado
Santa age nai bada
Captain:Tum age kyu nai bade?
Santa:Apne kaha 9 jawanon aage bado,Me 10 ve
number
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Master- “Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho
kya?”
Rinku- “Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha
hu”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Train Ulatne Ka Case Adalat Me Tha Train Ka Driver Jo K Pathan Tha Us Se Pocha K Tum Ne Train Patri Se Q Utari?
Pathan: Oo Yaara 1 Banda Samne Aa Gaya Tha Brake Maarne Ka Time Nahi Tha. Humara Officer Ne Bola K Is K Uppar Charha Do.
Wakel: Phir?
Pathan: Wo Banda Patri Se Uttar Gaya… ;-(
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA-Mai aur Meri Wife 20 Saal se Khush the BANTA-Fir Kya hua?
.
BANTA: Batao Na Yaar!
SANTA: Fir Kya!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to Girl-Jaanu,Coka-Cola Peene K Baad Kuch Karne Ko Dil Chah Raha Hai..
Girl-(Sharmate Huye) Karo na..
.
.
.
.
.
.
BoY- Barrrrrrrah
by Pak101.com (few years ago!)
1Budha Budhiya ko Ghur Raha tha.
Budhiya Use Galiya Dene Lagi.
1Ladka Aya Bola-Kya hua?
Budha-kuch nahi Beta,Purana Calender hai FADFADA RaHA HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main Nay Chupa Di Thi, Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Mohammad Ali (few years ago!)