Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!) / 1050 views
Similar Jokes
Pathan chilke samait kela kha raha tha
kisi ne pocha cheela kiun nai hai,
pathan :mujhe pata hai is k adnadr kela hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Husband: aadhi rat ko wife se, wife ji aik dam se
marna behtar hai ya, dam ghut ghut ker marna
Wife: Aik dam marna behter hai.
Husband: Acha to phir apni dosri tang bhi mare
oper rakh do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
5 Sardar owr 1 Pathan Helicopter ki rassi se Latky howe thay
.
Pilot ne kaha ke Load zayada hai eslie 1 Fard ko koodna hoga
.
Pathan yai sun kar bola: yai qurbani mai de daita hon
.
Ye sun kar sary sardar taliyan bajany lagy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy To Girl: “Pen Hai?”
Girl: “Nahi Hai”
Boy: “Pen Hai Pen?”
Girl: “Kaha Na Nahi Hai”
Thodi Der Baad
Boy: “Pen Hai?”
Girl: “Kitni Baar Kahun Nahi Hai, Ab Dubara Puchha To Hathode Se Sar Fod Dungi”
Boy: “Hathora Hai?”
Girl: “Nahi”
Boy: “Acha Phir Pen Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mujhe kamjori mehsoos ho rahi hai
Banta: Tum bharpoor desi ghee khao 1- 2 din baad
Banta: ab kaise ho
Santa: Waise hi hoon, Bharpoor Brand ka koi ghee aata hi nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Pagal Chinese se: Kia tum American ho?
Chinese: Nahi main Chinese hon.
Pagal: Nahi tum American ho.
Chinese: Nahi main Chinese hon.
Pagal: Nahi tum American ho.
Chinese: Gussay say: Han main American hoo
pagal: pagal shakal sai to chinese lag te hoo
by Pak101.com (few years ago!)
NASA ne 4 Marathi babus ko Chand pe bhejne ka faisla kiya.
Magar Marathi babus adhe raste se hi vapis aa gaye.
Marathi Babus said: Aaj to AMAWAS hai na, Chand to hoga hi nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Police-Tumhara dost kese mara
Sardar-Pata nahi wo bola mere pet
me chuhe kud rahe he “to mene usko chuhe marne ki dawa khila di.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladke wale ladki dekhne gaye.Ladk ne Ladki se pucha:"Aapko KHANA BANANA aata hai "?Ladki : " Nahi mujhe to BANANA KHANA aata hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,
Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?
Pathan: "SORAKH"
by Pak101.com (few years ago!)