Tum Mujh Se Milny Ki Koshish Mat Kerna
Pathan's Girlfriend: Ab Tum Mujh Se Milny Ki Koshish Mat Kerna,
Mujhy Tum Se Behter Larka Mil Gaya Hai..
.
.
Pathan Roty Huwe:
Ye Tum Kiya Bol Rahi Ho? Ye Kya hua?
Kese hua? Kab hua? Kyun hua?
Kitni baar hua? Kahan Kahan hua?
Chalo jo ho gaya so ho gaya..!
.
Shuker Hai Hum Ny Pehly Se Tayyari Ker Rakhi Thi..
Hum Tumhari Padosan Se Mila Tha,
Wo Tum Se Bhi Ziyada Khubsurat Hai.. :-D
by Pak101.com (few years ago!) / 1540 views
Similar Jokes
Boy: Papa main kal School nahi jaonga. Papa: Kyon Beta?
Boy: Aaj School main hamara Wazan(Weight) kya tha.
Papa: TO kya hua?
Boy: Aaj Wazan kya hai, Kal baich diya to?
by Pak101.com (few years ago!)
1Budha Budhiya ko Ghur Raha tha.
Budhiya Use Galiya Dene Lagi.
1Ladka Aya Bola-Kya hua?
Budha-kuch nahi Beta,Purana Calender hai FADFADA RaHA HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Modern Laila Mein tumhare ishq me barbaad ho gai, lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi
Modern Majnu To karmjali, mein kaun sa bank managar ban gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Trains Ke Naam Indian Actress Ke Naam Pe Hote To Khabrein Aisi Hoti:
Aaj Bipasha Overload Ho Kar Gayi Hai.
Deepika Ke Neeche Aake Ek Aadmi Mar Gaya.
Accident Mein Mallika Ki Pichli Bogey Tabaah Ho Gayi Hai.
Tej Raftaar Ki Wajah Se Kangana Patri Se Utar Gayi Hai.
Rakhi Pe Chadhne Walo Ki Tadaad Mein Ijaafa.
Rani Chalte-Chalte Bandh Ho Gayi.
Vidya Ki Body Change Karne Ka Faisla.
Katrina Par Gair Kanooni Dhang Se Chadhe Hue 7 Aadmi Giraftaar.
by Pak101.com (few years ago!)
Do pathan pani peene gae tou glass ulta para tha Pehla pathan : is ka to mou he band hai. Dosra pathan : ye to neeche se bhi toota hua hai :D Teacher : 2 main se 2 nikle to kia bacha ? Pathan : hum ko sawal samjh nahin aya. Teacher : tumhare pas 2 rotiyan thi , tum ne in ko kha liya abhi tumhare pas kya bacha ? Pathan : saalan . Pathan Funny Jokes , Pathan Urdu Jokes , Pathan Lateefay , Pathan Comedy...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: yaar banta, sir ka msg aaya hai ki aaj extra class hogi, kya karun? . . Banta: "message sending failed" likh ke bhej de...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bacha On 1st April:
Mama Kitchen Mai Nokar
Nokrani Ko Kiss Kar Raha Hai
Mama: Abhi Ja Kar Main Us Ka Dimag Thek Karti Hun
Bacha : Haha April Fool
Woh To Papa Hain
by Pak101.com (few years ago!)
For his wife's birthday party, a doctor ordered a cake with this inscription:
"You are not getting older. You are just getting better."
Asked how he wanted the message arranged, he said, "Just put 'You are not getting older' at the top and 'You are just getting better' at the bottom."
It wasn't until the good doctor was ready to serve the cake that he discovered that the cake read:
"YOU ARE NOT GETTING OLDER AT THE TOP.
YOU ARE JUST GETTING BETTER AT THE BOTTOM."
by Pak101.com (few years ago!)
Pagal: Motorway Pe Cigerate Pite Huye Bhag Raha Tha
Police wale Ne Pucha:
Kia Kr Rhe Ho?
Pagal: Hum Dekh Raha Hy k 1 Cigerate Kitne Kilometer Chalta Hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Jungle me sapera been liye baitha tha.... .
.
.
.
.
Gaur farmaiye Jungle me sapera been liye baitha tha......
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
Saap aur bhi kamina tha woh earphone lagaye
baitha tha.
by Pak101.com (few years ago!)