Husband confuse hogaya
Shadi ki raat Husband confuse hogaya
Ke biwi se kia bolon!!
.
Akhir wo bola
.
Aap ke ghar walon ko maloom hai,
Ke ap yahan mairy sath ho??
by Pak101.com (few years ago!) / 2407 views
Similar Jokes
Dr:ap ki bemari ka andaza lagana mushkil hai shahid ye nashe ki waja se hai.:-)
mareez:theak hai me us waqt aaoun ga jb ap nashe me nai hun ge.
by Sabir shah (few years ago!)
Africa mein:
Aik kale ne kali larki se
andhari raat mein, samandar ke kinare
romantic mood me pocha
.
.
.
Janu kidar ho nazar ni a rahe ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
SARDAR:
Batao Aisa Kiya Karen K Saanp Bhi Mar Jaye Aur Laathi Bhi Na Tootay ?
,
,
PATHAN:
Jootay Se Maar Do:)
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Light Theory by Pathan:
Moon is more imprtnt than Sun
Bcz it gives light at night when light is needed
While
Sun givs light at day when light is already present
by Tanveer Hussain (few years ago!)
On The First Wedding Night.
Husband: Look Darling Before Marrige I Had Affair With 20 Girls”
Wife Replied: “Janu Kundli Milli Hai To Gunn To Millenge Hi Na
by Pak101.com (few years ago!)
Court Mein Ek Case Chal Raha Thha, Vakeel Ko Bahas Karte Dekh Ke Judge Bola.
Judge: “Tum Apni Limit Cross Kar Rahe Ho”
Vakeel: “Kon Sala Aisa Kahta Hai?”
Judge Gusse Se: “Tumne Mujhe Saala Bola?”
Vakeel: “Nahi My Lord, Maine To Pucha Kaun Sa Law Aisa Kahta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ager trains k naam Pakistani Actresses k naam pe hotey tou khabrain aisi hotin:
Aaj Reema overload ho kr gai!!
Saima k neechay aa k aik banda halaak!!
Accident main Shahida Minni ki pichli bogi tabbah!!
Tez raftaari ki wja se LAILA patri se uter gai!!
Meera pe charhne waalon ki tadaad main izafa!!
Nirma chalte chalte band ho gai!!
Khushbu ki body change karne ka faisla!!
Nargis per ghair qanooni tor per charhey huay 7 afraad ko saza!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Duniya ki her kali aik din phool ban jati hai, magar wo konsi kali hai jo kabhi phool nahi banti??
.
.
.
.
CHIP 'KALI'...
:D
by tahir bashir (few years ago!)
Teacher: Wo Kon si Cheez Hai Jo Insaan Ki Izzat
Ko Mazbooti Se Jakde Rakhti Hai?
Student: Miss, Salwar Ka Narra.
by Åkásh khãñ (few years ago!)
1 Aadmi Dosre Admi Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Poocha K Q Maar Rhey Ho??
Wo Bola
Sala 1 Ghantay Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kab Aaega Muje Rashan Nai Mila..
by Pak101.com (few years ago!)