Pathan
Pathan: Doctor Sahib chashma lga k hum Akhbar parh sake ga na?
.
Doctor: Haan, bilkul...!
.
Pathan: Phir theek hy.
.
Warna un-parh ki zindgi b koi zindgi hy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1165 views
Similar Jokes
Circuit apun ko 1 Nurse se Pyar ho gayela hai,
luv Letter me kya Likhu
Circuit
Simple Bhai,Likhne ka
DEAR SISTER
I LOV U
MUNNA BHAI
by Pak101.com (few years ago!)
'Doctor se mareez ne kaha. Main ek mahinay se 50 rupee ki rozana dawa kha
raha ....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha the
.
.
.
.
3 pathan aaya aur kaha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by Abdul Basit (few years ago!)
Rat Ko 2 Sharabiyon Ne Talaab me Chand Ki
Parchhayi Dekhi.
1st- Ye Kya Hai?
2nd-Abe Ye Chand Hai.
1st-Sale Ghar Chal Hum Mazak Mazak Me Chand
Par Phch
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Ek Pathan Amrood Bech Raha Tha.
Ek Aadmi Aaya Aur Bola: “Agar Amrud Mein Se Keeda Nikla To?”
Pathan: “To Saaf Baat Hai, Hum Keede Ke Alag Se Paise Lega“
by Pak101.com (few years ago!)
Beemarchand ko dengu ho gaya
aur wo hakim ke paas ilaz ke liye gaya
Hakim : Kaise aana hua beta
beemarchand : Jee tabeeyat ttheek nahin hai. Liver mein pain ho raha hai
Hakim : Daaru peete ho
beemarchand: Haa. peeta hu... per abhi chhota Peg hee banaana ..
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu- Dadi, kya hum humesha 5 hi rahenge?
Aap
Papa
Mummy Mai Bahan
Dadi- Nhi Beta, Jab tumhari Shadi Ho Jayegi to Hum 6 ho Jaynge,
Pappu- phir Behan k Shadi ho jayegi to hum 5 ho jaynge
Dadi- Nhi Beta
Jab tumhara Beta hoga to hum phir 6 Ho jaynge
Pappu- phir Aap Mar Jaoge to hum phir se 5 ho jaynge
Dadi- Chup kar Kuutte
Chal So Jaa…
by Pak101.com (few years ago!)
Santa opened a petrol pump, but not even one
customer went there. You know why?
Because he opened petrol pump on second floor..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Jab Ladka Ulti Kare To Maa: “Kaha Se Pee Ke Aaya Hai Kameena?”
Or Jab Ladki Ulti Kare To Maa: “Koun Hai Woh Kameena?”
Conclusion: “Boys Are Always Kameene.“
by Pak101.com (few years ago!)