Chaman’s International Brands
Pappu: Tum kaunsi soap use karte ho Naman ?
Naman: Main Chaman Soap, Chaman Paste aur Chaman Shampoo use karta hoo….
Pappu: Yeh kya international brand hai ?
Naman: Nahi, Chaman mera room mate hai….
by Pak101.com (few years ago!) / 997 views
Similar Jokes
Train station par ruki. Ek aadmi khidki ke paas baethe santa se- Kaun sa station hai?Santa bahar dekh kr kuch der soch kar "lag to Railway Station raha hai".
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
I’m getting married next week there will b
a small party n only few ppl wil b invited
don’t bring any gift just bring
someone 2 marry me.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height Of Embarrasment :
Man Sitting With his Wife in the Park
Another Lady Comes to his Wife and Says:
“Paise Pehly Le lena, ye admi Baad Mai Bahut Lafra Karta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar School Ma Hans Raha Tha 1 Larka Bola Chup Kar Jao
Sardar:Kyon, tM koN hO ?
Larka : Mai Monitor Ho.
Sardar bola Mai CPU hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Do batche darkht ke sath latakne ki game khail rahe thai aik ne apne aap ko neeche gira diya doosray ne poocha kya thak gye ho
Pehla bola: Naheen mein tau pakk kar neeche gira hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Suno jab apna chashma utaarte ho, toh bahut handsome dikte ho….
Husband: Haan darling, jab main chashma utaarta hoo, tab tum bhi bahut khoobsoorat dikti ho…
by Pak101.com (few years ago!)
bivi pay hakoomat KaRNa koi mardangi naheen hai
mardangi to yeh hai kay bivi ko mar kay us pay hakooma ki jay
professor khapay ki katab
" haan main kutta hoon" say iktibas
by Abdul Sami (few years ago!)
Chaaro Makaan Teri Mohabbat Me Haar K, Ab Walk Kar Rahe Hain Gireyban Phar K, Biryani Kis Tarha Se Pakey Gi Main Kia Kahon, Daaman Me Chaar Kaddoo Hain Woh Bhi Udhaar K.
by Mazhar Khan (few years ago!)