Aik Dost ko
Aik Dost ko 3 Bar call kiya
Us ne Phone Nai Uthaya I messaged him:
Call urgently, she wants your number
ab voh mujh 20 bar call chuka hai aur mein
phone nai utha raha ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
Itni shiddat se maine larki patane ki kosish ki hai,
K her amma nai mujhy apni beti ka haath na dene ke saazish ke hai
Kehte hain aggar tum sache dil se larki patana chaho
Tou pori kayenat tumhare liye larki patane mein lag jati hai
Ye larki kay chakar bhi apni hindi films
ki tarah hote hain
End mai sub theek ho hi jata hai,
Aur agar sub thek na ho tou chakar khatam nhi hota
Kyn k uski choti behn abhi baqi hai mere dost…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan… Larki Say Hum Say Shadi Karo Tum Ko Sawab Milay Ga..
Larki: Woh Kaisay?
Pathan: Hamari Shadi Hogi Bacha
Hoga, Bache Ka Name Sawab Khan Rakhenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa checked his girlfriend’s mobile to know under what name she had saved his number. When he dialed his number form her phone, it showed “TIMEPASS NO. 8”
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Dafa Aik Sardar Boht Serious Tha Bas Yaar Iss
Sey Bara Jhoot
Mujh Sey Nahee Bola Jata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agr “punjab” ki larkiyan papita bechti to larkon ko bahut faida hota.
Kyun k larkiyon ko ye aawaz lagani parti
.
.
.
.
PAPPI TE LE LO
PAPPI TE LE LO:-
by haleema sadia (few years ago!)
Santa: Yaar Bbachpan Me Main Teesre(3rd) Floor Se Gir Gaya Tha . . .
Banta: Tou Phir Bach Gaya Ya Mar Gaya. . . ?
Santa: Yaad Nahi Hai Bohat Purani Baat Hai. . .
by Mohammad Ali (few years ago!)
(In 2025)
man wid his son at main gate of Gaddafi stadium
Beta humare zmany mein yahan match hua krty thy
Beta: acha Abu!
To tub sabzi mandi kahan hoti thi.?
by Zia Rasool (few years ago!)
Maa- Beta tum apne baal kyun nahi katwate?
Beta- Kyu maa?
Maa- Beta log rishte k liye tumhari behen ko dekhne aate hain aur tumhe
pasand kar jate hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Ladki Ko Propose Karta Hua Kehta Hai.
Pathan: “I Love You”
Ladki: “Meri Chappal Ka Size Pata Hai Na Tumhein?”
Pathan: “Lo Kar Baat, Friendship Toh Abhi Hui Nahi Aur Farmaishein Pehle Hi Tyaar“
by Pak101.com (few years ago!)